Loss dekh kar ghabrana...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss dekh kar ghabrana...
    Dear members of Pakistan forex forum aap poora mahina mehnat kar k bouns banaty ho aur jab aap trading karty ho aur apko loss ata hae to apky paseeny choot jaty hain jab apko ye sochna chaeay k kamzori hamary men hae aur ham khud mehnat ni karty jab k agr ham mehnat karren to koe chez b mushkil ni hae aur hamen buss har waqat naffy ki parri hoti seekhty to ham hain b ni.to aap ziada say ziada seekhen tan k apko loss dekh ghabrahat na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han hamen ziada say ziada seekhny ji zaroorat hoti hai tan k ham achi earnings kar saken aur loss dekh na ghabrain q k basically ye hamari apni kamzori hoti hae ham seekhty ni hain aur shurru ka dety hain jab loss ata hae to phr hamen bokhar hojata hae jo k bahot hi sharam wali baat hae lihaza seekho.
    • #3 Collapse

      Dear hamen loss ki waja se ghabra jana trading men bilkul hi buzdilli hai hamen pooray confidence k start krna chahiye aur apni trades men loss hone pr ghabrane k bajay agar ham sabar se kaam lete hain to uska hamen bahot hi acha results mille ga aur ham pehle se better trading kr saken ge aur sath men apne loss ko bhi recover kr len ge
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa hy agr profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy is liye agr loss ho tu ghabrrne ki bajye apni mistake ko dekhna cahaiye aur js mistake se loss ho us mistake ko cover kar k achi trading kar k profit earn kar saktay han aur is k liye sab se zaroori hy learning agr learning ho gi tu ap confidence se trading kar saktay han
        • #5 Collapse

          Assalam o alaikum dear forex members.
          Dear apki bat Thk ha maximum logon ka yeh hal hota ha loss hony ki soorrat main ghabra jaty hain jis ka mazeed bht loss ha aur woh yeh ha keh jb ap pareshan Hn ga apka mind relex ni ho ga aur apki mazeed trades thk ni hn gi aur ap mazeed loss main doben ga is lia aik dafa loss hwa ha to koi bat ni ap apni trades relex ho kr kren. Thanks dear members.
          • #6 Collapse

            Dears ap logoo ke rahy Boht Achi a lekan ye insani fitrat a k Ap ka Koi b loss o to Ap Peryshan zroor hoo gy forex m b Jb loss ho rha hota a to insan peryshan o jata a lekan agr Ap ka capital strong o aur Ap ne Anylsis kr k trading start ke o ge to Koi masla ni Ap ka loss profit m change hony m dair ni lgy ge
            • #7 Collapse

              Dear lossDekh Kar Hame Baki Hai Nahi ghabrana Chahiye Hame chahiye ke Forex trading Mein Hum jaldi trading Kare Toh Hamare analysis achi honi chahiye on second liya ko pata hona chahiye ki Forex trading Ek Aisa business hai Jisne aap kya kar sakte hain.
              Agar Hamara lot size Kasi Jyada use hoga toh Humne loss Ko Dekhkar ghabrahat Hogi Kyunki lovers Ek Aisi cheez hai Jis Se Hum Apne bonus account ko recover karne ki Umeed Kho Dete Hain aur Hame Apne instaforex bonus account ko Kasi Mushkil Pad Jati Hai recover Hoon Main
              • #8 Collapse

                slam g bilkul is business main hmay sekhnay ki boht zrorat ha jitna hm sekhay gay jitni mehnat kray gay utna hi hm loss say bach sktay ha agr hm sekhay gay nahi mehnat nae kray gay phr loss to utna hi zyada ho is liay hm sab ko mehnat krni chahye aur zyada say zyada sekhna chahye agr mehnat kray gay to phr hmay gbrany ki bi zrorat nahi ha
                • #9 Collapse

                  Yeh aik natural bat hai ke loss dekh kar tu baray baray experienced log bhi ghabra jatay hain aur new traders ke tu wasay hi hath paon phool jatay hain. Lekin waqt guzarnay ke sath sath jab aap ka tajurba barhta jata hai tu phir aap is cheez ke adi ho jain gay aur loss se ghabrahat kam hoti jae gi.
                  • #10 Collapse

                    Kuch log start mein aty Han Jasa unko Thora bahot loss hota hai to log ghabra jaty Han keh yeh Kia ho gia hai ham to forex ni kar sakty yahan loss hota hai to loss with apni galti ki wajha sa karty Han ...agr loss ho jay to ghabrana ni chahya balkeh usko solveout karna chahya keh loss ku hua hai Kahan Meri galti hai aur usko thek karna chahya.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rafiullah Khan Niazi پيغام ديکھيے
                      Dear members of Pakistan forex forum aap poora mahina mehnat kar k bouns banaty ho aur jab aap trading karty ho aur apko loss ata hae to apky paseeny choot jaty hain jab apko ye sochna chaeay k kamzori hamary men hae aur ham khud mehnat ni karty jab k agr ham mehnat karren to koe chez b mushkil ni hae aur hamen buss har waqat naffy ki parri hoti seekhty to ham hain b ni.to aap ziada say ziada seekhen tan k apko loss dekh ghabrahat na ho.
                      Aony thek kaha bhai mujhr bhi jab loss hota hai to main ghabra jata hn laikin aisa nahi lrna chaye loss ko normal laina chaye or apnay analysis pia yakeen rkhna chaye
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        loss ko dekh kar ghabrana nahi chaiye loss market ka hisa ha sab jantay hain k beshak risky business hai aur loss bhi hone ke chances hain is me lekin is me kuch tips aisi bhi hoti hain jin ki madad se ham apna profit and loss control kar sakte hain aur kam se kam loss ke chances hote hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss dekh kar ghabrana...

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai hamy apne galtiyo ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik international business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss dekh kar ghabrana...

                            jab hum forex mai kam karty howe koi galti ho jy to hamy loss ho jata hain hamy loss ko dahk kar gabrana nahi chahey hamy ache learning hasial kar ky analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain yai job less mans ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss dekh kar ghabrana...

                              forex aik bohat bara business hain hum jab is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain is mai jab hamy loss hota hain to hamy gabrana nahi chahey hamy saber karna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X