Monetary Policy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Monetary Policy
    National hakumtain aur en kay mutalqa markazi banking hukam nay baaz muahdy aur mqasad ko hasil karnay kay liye maliyati policies tashkeel di hay
    Central bank aur monetary policies aik sath chalti hay en ki apni munfarid mashioto ki taraf say laya ahdaaf ka apna munfarid majmoaa hay
    Central bank ka goal hay keh kimato kay estehkam ko faroog dainay aur barkrar rakhnay kay liey maliyati policy main azada karna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
    National hakumtain aur en kay mutalqa markazi banking hukam nay baaz muahdy aur mqasad ko hasil karnay kay liye maliyati policies tashkeel di hay
    Central bank aur monetary policies aik sath chalti hay en ki apni munfarid mashioto ki taraf say laya ahdaaf ka apna munfarid majmoaa hay
    Central bank ka goal hay keh kimato kay estehkam ko faroog dainay aur barkrar rakhnay kay liey maliyati policy main azada karna
    Dear aapne baat toh theek Ki Hai Lekin Mere Khayal Mein iska Forex trading Se Koi relation nahi hai Kyunki Hame trading karte waqt Kisi bhi monetary policy ko dekhne Ki Zaroorat Nahi Hoti
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      monetary policy kay bary main mujy ziada maloom hay is main simple trade karna hoti hay market main kam karna hay to is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga kun kay kisi b ayse policy ki trade karny kay liye zrori nai hota hay humain low risk main trade ko place karna kafi best ho sakta hay
      • #4 Collapse

        forex main monetray police ka koi taluk nai hay is main humain posts karna hoti hay or is kay ilawa humain kuch nai karna or posts ko humain insta forex main trade kay liye use karna ho ga magr monetry police ka is main koi role nai hay humain just kam karna hta hay or humain trading kar kay earning karna hoti hay
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          market main kam karna hay to is main koi monetry police ki zrort nai hay is main boht say log kam karty hain or is ko underrstand karty hain to humain trade ko smjhan humary liye asan ho sakta hay monetry police market main allow nai is ka liye humain order o place kar kay kam karna ho ga ta kay achi earning ho sakay
          • #6 Collapse

            forex trdaing main jo monatry system ko dekh kar karni chahye q k jub kisi molk main koi system bnata hai tu molk ki montry bhi chnage hoti hai or es ka mlk k hlaat par bhi boht asar parhat hai or jub molk k hlaat change hoty hain tu forex trdaing main ups down aty rhaty hain jis ki wajah se hmain apni leraning par focus karna ho ta hai
            • #7 Collapse

              govt ki policy apna jga lkn idr earn ap ki mehnt py ho gi. jitni achi effort kro gy itni hi achi earning ho gi
              • #8 Collapse

                molk k hlaat forex trdaing main kafi asar andaz hoty hain jub k molk ka montery system jo k forex business k sath chlata hai os ka taluk banks k sath hota hai es liye hmain har country k monatry sysstem k bary main knowledge hona zaroari hai ta k hum har country k hlaalat ko mady nazar rakhty howe trdaing kar saken
                • #9 Collapse

                  market main monetry police ka koi kam nai hay ismain humain currncy main lain dain karna hota hay or is kay ilawa koi kam nai hay humain agr success hasil karni hay to is tara ki koi baton ko mind main nai rkhna ho ga humain just kam karna ho ga ta kay market main achi earning hasil kar kay successful ho sakain
                  • #10 Collapse

                    forex trdaing main monayrt policy ka koi bhi concept nahi hai es liye es main kiya changing ati hai es ka koi bhi mal dakhal nahi hai hmain forex main tradingkarni hai or hmain ghr bethy paisun ka lain den karna hai es main hmari koi policy hmary kam main asar anadaz nahi hoti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex market main jo countries ki policies banti hay unka asar market par bhi parta hay aur es trah market main movement main tezi aur kami bhi hoti hay so humay chahiye keh en sab cheezo ko mind main rakh kar trading karen tab he hum achi earning kar sakty hay esmain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X