Emotional trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional trading
    Duniya main aisa koi trader nahi hay jo keh forex trading main nuqsan na othata ho esmain loss ho jata hay bs humay market ko mazeed achy say understand kar kay trade karni chahiye na keh apny nuqsan ko mind main bitha kar emotional ho kar trading start kar dain es trha hum market main earning karnay ki bijey ulta loss kar lety hay hum theak say market par focus nahi kar paty so humay chahiye keh esmain fresh mind kay sath kam karen yahe humary liey behtar tariqa hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ap ke bat sahe hy hamen emotions pa control karna chaye kiun k jb tak ham apny emotions pa control nai karty us waqt tak ham sahe decision nai ly sakty baqi nafa nuqsan to trade ka hisa hy is sy hamen tension nai leni chaye
    • #3 Collapse

      Forex trading main khush factor aisy hn jo bahut hi harmful hn trading ke liy ini main se aik factor emotion hy jo ke bahut hi dangerous hy trading ke liy, trading ke waqt hamesha apny mind ko cool rakhin juld bazi se kam na lain keon juld bazi se trader ko bahut loss ho sakta hy , jo experts traders hn wo hamesha long term hi trade use kerty hn aur heavy profits bnaty hn ye is liy ke wo emotional ni hoty
      • #4 Collapse

        Trading ko Ap risk to ni k skty lekan aksar loss b o jata a to agr Ap Apny emotion pr control ni kary gy aur begair Anylsis k dobra trading open kr dy gy to Ap phir loss m chaly gay gy Trading skoon k sath aur positive mind bna kr karni chiey
        • #5 Collapse

          slam g ap bilkul nay bilkul sahi kha ha main ap ki bt say agree hun hmy soch smjh kr trading krni chahye na kay emothional ho kay agr hm apnay mind ko fresh rakhy gay ksi ksm ka lalch nahi kray gay achay say mehnat kray gay to mery khyal main hm log loss say asani say bach sktay ha loss honay ki surat main apnay emothional pr qabo rakhna chahye phr hi aik achy trader bn sktay ha
          • #6 Collapse

            bhai mai aap ki baat se hundred percent agri karta hai Duniya Mein Koi Bhi Aisa business plan nahi hai Jiska Business mein Uske motion mein mile Huye hain aur jab emotion Hamare Business mein Hamare Samne Aa Jate Hain Toh Hum nuksaan ka Samna Karte Hain
            • #7 Collapse

              Brother aap ki baat thek hay dyunia main aasa kohi bussniss nahi hay jis main lose nahi hota hay issi tarha trade main be aap ko lose hota hay bulkay bhot zayada lose hota hay ager lise ki wajay sa hum emotional ho kar trade karan tu bhot mushkal hay k aap ko trade main success hasil ho
              • #8 Collapse

                Bhai Forex trading emotional to Aapka Dushman hota hai aapne Kabhi Apne imotional Khud par hai heavy nahi hone dena Apne Apne emotions who control karna hai emotional score aap Jab control kar ke kaam karte hain to zyada acche tarike se aap ka naam nahi Kamyab Hote Hain Jab Forex trading main aap planning Karenge Ke Kis Tarah Se Apne kaam karna hai aur kitne risk le kar kaam karna hai yeh sab Agra pehle se decide kar lete hain toh aap apne emotional sir control kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  forex trading main boht say log kam karty hain magr is main kabhi loss hota hay or is main kabhi profit hota hay is main kafi loss ho sakta hay koi trader aysa nai hay jo is main loss nai karta hay so emotions ko kabo kar kay active ho kar kay kam karna ho ga ta kay market main aik acha profit gain kar sakay
                  • #10 Collapse

                    Dear emotional trading leads to loss and trading with patience leads to profit. Trading main yeh bat zehn nasheen leni chaheay k trading main kbi bhi josh say kaam na krain varna nuqsan ho ga hmasha cool aur relx mind k sath trade krain ta l apko achay result mailna. Agr aik order loss main chala gaya ha to bjaye josh main a kr same direction main trade lgaen bal k sbar krain aur market k wapas anay ka wait krain. Emotions k sath ki gae trading k results achay nai atay so please don't trading with emotions.
                    • #11 Collapse

                      agr hum is main emotional ho kar kam karty hain to kam karna kafi risky ho sakta hay so active mind ho kar kay market main kam karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho skay low risk main trade ko start karna chahiye jis sya market main kam karnay kay liye humain practice hasil ho sakay
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        g han humy kabhi b forex treading my emotional ho treading nahe krni chahey,q k jb hum is my emotional ho kr treading krty hn to humara mind us waqat treading ki tarf nahe hota.or agr hum us waqat hazer damkh na huay to humy is my loss b ho sakta hy.
                        • #13 Collapse

                          Bhai yeh bat to sab ko pata hay kay sabar ka phal bht metha hota hay - lakin bht say log hain jo emotional trading kar kay apna account wash kara bthty hain - bht say log yeh bhi kehtay hain patience rakho lakin koi proper hal nhi batata main apko just etna kehna chahta houn jab app apna analysis karein to aik risk k ratio rakhein uc c ziada ka risk ka apnay schna v nhi - SL hita hota hay honay do koi masala nhi agli dafa shd TP hit hjaye
                          • #14 Collapse

                            aslam o alikoum dear brother aap nay achi bat ke hai kay agr kisi trader ko loss ho jata hai too us ko mazeed knowledge hasil krna chahiay es kam main achi understanding krni chahaiy nuqsan ko mind main nhe rakhna chahaiy agr aap emotional trade kro gay to wo trade aap ke loss main he jaiy gei achy knowledge aur fresh mind kay sath trading krni chahahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bhai apki bat sahi hai or main apki bat manty howe os par agree karty hain forex trdaing main loss sub ko hota hai or yah hmain dekhna hota hai k hum ny kiya karna hai q k acha trdaor kbhi bhi aik loss k bad dobra koi mistake karta ho q k wo janat hai k ab mujhy mazzed mahnt karbi hai na k mujhy mazeed emotionl ho kar dobara loss karwana hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X