loss ko manage kaisy hian

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko manage kaisy hian
    dear forex main earning actually loss ko manahage karny se e hoti hy agr ap lot size ko dangerous zoon main rakhain gy aur apki aik b trade ny ap ka stop hit kar dia to samjh lain apky emotions asmaan ko chony lagain gy aur ap phir us ko cover karny k liy zada risk lain gy jo k acceptable nai hy.. bas isi cheez ko minimize karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ziada risk forex trading main loss ka sabab bnta hy aur ap ki bat theek hy k jab hmko aik dfa loss hota hy to hm us loss ko recover krny k liy aur double lot size laga dety hain ta k loss bi recover ho aur profit bi ho to aisa krny sy hmko ziada loss ho ga is liy jazbat p qaboo rakh k forex trading main trading karain
    • #3 Collapse

      Mary pyra Bhai loss ko manag krny ky leya lot ko minimum size per rkna zarore hota ha is leya ager AP lot ko km satha pr rkho gye to AP ko lss k ho ga
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: myfxpk2 پيغام ديکھيے
        dear forex main earning actually loss ko manahage karny se e hoti hy agr ap lot size ko dangerous zoon main rakhain gy aur apki aik b trade ny ap ka stop hit kar dia to samjh lain apky emotions asmaan ko chony lagain gy aur ap phir us ko cover karny k liy zada risk lain gy jo k acceptable nai hy.. bas isi cheez ko minimize karain
        bhai Jab Hum last Mein Chale Jate Hain toh Hamare motions bahut hi jyada Baar Jaate Hain Kya Hum Apna loss jald se jald recover Kare Aisa karne ke liye Hamare Dil Mein Le Nach Paida Ho Jati Hai Aur woh lalach hamari trade ko kill karti hai
        • #5 Collapse

          loss ko manage karna bohot mushkil hota he leken ap ko agar lose recover karna he to ap indicator or forum me ek thread he jaha pe instaforex wale signals provide karte he unnhe visit karte rahe jub achaa signal ajaye pher ap apna lot size kam karke long trade open karde apka lose recover hone ke 70% chance hojaye ga.
          میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
          انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
          وہ خود ہار نہ مان لے
          Posts Ache Lage to please Click Thanks
          • #6 Collapse

            slaam to all members.. mery khyal main hmay soch smjh kr market ko nzer main rakhty huy lots lgani chahye zyada bri lots lgatay hain to phr ya to wo faida day jati ha ya boht bra loss to loss ki surat main apnay emothion ko control main rakhna chahye aur hmay chahye k choti choti lots say profit hasil kr lay aur bri lots say lalch pyda ho jata ha phr loss bi boht zyada ho jata ha
            • #7 Collapse

              foorex trdaing main hum trdaing k liye boht se tricks apny hisab se bhi lga ety hain ta k hmain achi trdaing k bad acha profit mil saky es liye hmain chahye k hum hmaisha trdaing main apni lot ko kam set kar k trdaing karen aghr humain achi trdaing karni bhi agai hai tu kjam lot main achi trdaing kar skty hain ta k hum achi trdaing kar k achi eraning kar skty hain
              • #8 Collapse

                loss ko achi planning se manage keya jata ha apko apna loss ko stop krna hy to us k liye sab se phly apko is ki study my kamyabi hasil krni then ap is my apne account my money management ko control kr sko gy jis se ap is my apne loss ko less or profit ko gain krne my achy se kamyab ho jao gy.
                • #9 Collapse

                  hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k hamain marke main kam karny k kabil ho saky hain aur is forex main mange kar k hi hum achy say run karien gay aur hamain marke main kamyab ho sakty hain aur sucess ho saky hain ta k loss kam ho saky ga
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ko manage kaisy hian

                    forex mai hamy agar demo account mai loss ho jy to hum cover kar sakty hain lakin agar hamy real account mai loss ho jy to hum isy cover nahi kar saky gy to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ko manage kaisy hian

                      Je ha bilkul sahi kaha apny ager apko lose howa hai yo aap pareshan na ho thora rest kary aur mind ko fresh kary apna experience knowledge aur planning ko aik dafa phir istmaal kary aur market ko analysis ker ke trade open kar ke ap apna lose recover ker lo ge iss liye hamy chahye ke hamesha se fresh mind se trade kary apko kabhi pachtana nahi pary ga
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ko manage kaisy hian

                        forex mai loss agar real account mai ho to hum isy cover nahi kar sakty forex mai loss ky bad hamara account wash ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam job kw nisbat bohat ache job haim hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain or acha bonus hasial kar sakty hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ko manage kaisy hian

                          forex mai loss ko mange karny ky liye hamy himat nahi harne chahey jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ko manage kaisy hian

                            Dear friends forex trading men zarori hai k hum apne loss ko manage kre agr hum loss ko managed ni krte to humain mazeed or zaida loss ho sakta hai or hum loss recover ni kr sakty is liye pehle loss ko manage krna chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ko manage kaisy hian

                              forex main ham learning ky sath earning be hasil kar sakty hain is main kam karty how agr hamy loss ho jaye to hamy zada tense nahi hona chahey balky hamy apni galtio ko improve kar ky is main hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X