currency pairs aur metals k elawa trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currency pairs aur metals k elawa trading
    dear members main ny forum mein aik baat note ki hy k yahan py log ya to currency pairs aur metal trading ki baat ziada krty hain jb k forex mein aur bhi kafi pairs ya companies hain jin k spread bhi kam hain aur kuch k to "0" hain lekin phir bhi un mein itni dilchaspi nhi li jati aakhir iski kia wajah hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jin metals mai spreed 0 hy un mai commision kati jati hy aur hum jin pairs ya jin metals par daily behas karty hain woh bohat ziada popular hain aur hum unko ainalysis karna b seakh chuky hain aur jinko him ni janty unn par ham behas bhi ni karty hain
    • #3 Collapse

      Bahi ap theahk kah raha hain mai na bi dahka hai ka kuch ka spreed 0 hai hum log os pr trade nahi krta hain cl. CL mean oil os ka spred 0 hai in pr huma trade laga kr earn krna chaya analysis krna chaya or in pr bi experince hasil krna chaya ta ka ap ka pass different kisam ka choices hon trade krna ka
      • #4 Collapse

        Forex trading main bahut saari cheezein par trading Hoti Hai metals aur currencies ke ilawa aur bhi bahut sari Cheez Hai Hi Jane par Forex trading main trading hoti hai for example sugar cotton soya bean heating oil natural gas live cattle feature feeder cattle Orange mangoes apples almost Har cheez par Forex trading main aap trading kar sakte hain aap marketwatch Mein dekh sakte hain Yahan Par kitne Jyada symbols hote hain Jin par trading hoti hai aur wahan se aap ko jo acha lagta hai aap usko choose kar sakte hain aur usne Apna order open kar sakte hain aur Is Tarah Se aap Forex trading Mein Jis cheez parcha hai us par trading kar sakte hain aur apna kaam kar sakte hain
        • #5 Collapse

          g bhai apki baat bilkul sahi hy k forum mein ziada tr members currency pairs ya metals py hi baat krty hain jab k aur bhi kafi options hain trading k liey jin mein kuch cheezon k spread bhi nhi hain lekin un mein aik problem hy k aik to unki movement slow hoti hy aur doosra un mein commision bhi liya jata hy
          • #6 Collapse

            Dear there are lot trading instruments other than currency and Mattel you can trade oil gas and cfd you can trade, stock aur indices but the only thing you need is to have an experience of trading , you can also trade crypto currency like Bitcoin litcoin etheium or ripple etc
            • #7 Collapse

              Dear ye to ap ne sahe baat ki hai hum mai se zayda tar log major pairs par kaam karty hai aik to aun par spread kam hota hai aor dosra aun mai moment avhi hoti hai aor sab se achi baat he hai k jitny bhi major pairs hai wo resistance aor support ko follow karty hai ais liay ain par trade karna thora asan hota hai aor ye agar koi pattren banaye to aus ko follow krty hain.
              • #8 Collapse

                agar hum metal par trading karen to eskay liye humary pass ziada experince hona chahiye kyun keh experine ko use karty huway he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh es business main humay khoob time daina chahiye kyyun keh time dainay main he faida hota hay esmain sahi say time daina chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                  dear members main ny forum mein aik baat note ki hy k yahan py log ya to currency pairs aur metal trading ki baat ziada krty hain jb k forex mein aur bhi kafi pairs ya companies hain jin k spread bhi kam hain aur kuch k to "0" hain lekin phir bhi un mein itni dilchaspi nhi li jati aakhir iski kia wajah hy
                  Aisa Aisa isliye Hota Hai Kyun Ke bahut Sare traders Aise Hain jinko currency pair their communities ke Alawa Kisi cheez ka pata hi nahi hai isliye Woh forum pe bhi Kisi Aur cheez ke baare mein baat hi nahi karte hain Kyunki unko knowledge nahi hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X