Friday wale din no trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ap bilkul thik bol rahy han friday waly din achy tradidar bohot kam oder opne karty hani week ka akhri din hota hai to zada tar tradir trading nahi karty han kun ke us din loss ka khatra bhi zada hota hai or saterday and sunday ko bhi off markit rahyti hai isi waja se mery hisab se fraiday waly din bhi hamy trading nahi karni chai hai......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee haan bhhai jaan aap ko yeh baat jis bhi expert trader ne batayi hai us ne bilkul sahi baat batayi hai kyunke friday waale din losing day hota hai kyunke next two days ko market close hoti hai is liye market bohat zyada tiaz hoti he
      • #18 Collapse

        yes i think it is the right to the large extent if you will not do the trade on the Friday then it is not the wrong you can do this ,the reason of good is that on the holiday it is possible that there may release some big news that is why the market can open with the big gap
        • #19 Collapse

          mujhey mere aik expert trader ne bataya he ke frieday wale din trade nai karni chaiye men bohat hiraan hua ke ahir friday wale din kia aesa hota he...........!!!:cool::confused::rolleyes:
          • #20 Collapse

            yar maine abhe trading start karni hy is liye mujhy is k bare main kuch zayada nai pata....
            • #21 Collapse

              friday ko ache trader boht kam orders open karte hai becaues week ka and hota hai or next 2days off hoti hai market is hi waja se bare trader friday wale din no trada ka khete hai mgr ap dekh bhal kar soch samaj kar working kar sakte hai.
              • #22 Collapse

                us k baad dosre kamon ko proper needed time nahi daite. Lekin obviously ye hamare liye reasonable income generating ka source hai.Asal main friday wale din market unusual chalti hai lehaza market main right decisions karna kafi mushkil ho jata hai kun asal market hamari tawaqat kay barakas chalti hai.
                • #23 Collapse

                  brother forex trading jaise ki bohat risky business hai is ma soch samjh kar trade karni hoti ha is liye jo expert hote ha wo apne experience ke base per kehte ha friday kun ke working final day hota ha aur closing ki waja se market ki position ka kcuh be pata nhai hota ke up jai ge yeh down is liye expert friday ko trade karne se rokte hai.
                  • #24 Collapse

                    ap bilkul thik bol rahy han friday waly din achy tradidar bohot kam oder opne karty hani week ka akhri din hota hai to zada tar tradir trading nahi karty han kun ke us din loss ka khatra bhi zada hota hai or saterday and sunday ko bhi off markit rahyti hai isi waja se mery hisab se fraiday waly din bhi hamy trading nahi karni chai hai......
                    • #25 Collapse

                      mjhe is ke bare main kuch nhe pata per jahan tak mera khyal hai ap friday ko trading kr skte hain us dn market close nhe hoti.
                      • #26 Collapse

                        aksar dekha gaya hai firday wale din market ka end din hota hai aur market kafi up doan hota hai isme loss ke bhi jada chance hote hai isiliye aadmi ko chaiye ke friday wake din koi trade nahi kare to behter hai.
                        • #27 Collapse

                          mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai is wesite pe new hun is lye mai is k bare mai ziada hi jata mai to bs is pe posting kar ta hun baqi kam mera dost kar ta he ap logo ka shukria forex k bare mai itni malmat dene ka .
                          • #28 Collapse

                            hmm aese bandy bhi hain jo profit hasil karny k liye kuch bhi kar sakty hain to un k liye friday ko trade karna kon sa mushkil hai or ye sub sirf acha trader he kar sakta hai becoz usey he experience hota hai
                            • #29 Collapse

                              friday ko trade is lye nahe karni chaye kyun woh market bnd hone ka akhri din hota hai tou ap jald bazi me apna nuksan na kar bethay market idhar uddhar bht horai hoti hai buyers aur sellers conclude kar rhay hote sare week ka kam aur woh tou ap ne suna hoga ke apna kam wakt se phle karna bhe nuksan karta hai aur akhri din ke lye bhe choro gay tou koi bharosa nhe us din bhe hojae ya nahe.:p
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear esi koi bat nahi hay friday ko app trading kar sakty ho din ko magar rat ko forex market ki closing hoti hay rat ko kabi b trading nahi karni chaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X