Trading main loss ki wjh ka kesay pta lgaya ja skta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main loss ki wjh ka kesay pta lgaya ja skta hai?
    Trading main loss ki wjh usi waqat pta lg jati hai jb apko loss ana shru ho jata hai .Loss usi sorat main ata jb apka analysis thek nai hota aur ap market ko achi tarh follow nai kar paty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai kuch traders ko toh Usi Waqt Pata Lag Jati Hai chain on Kerala's hone ki kya Wajah hai aur kuch traders Aise Bhi Hain Jo Bahar Bahar loss hone ki waja se ab tak Maloom Nahi kar sakte Kyun Ki Kya Galti Thi Aur Woh traders Aise Hain Jo jasbat ko trading mein le Aate Hain
     
    • #3 Collapse

      han jab hume zada se zada loss ata hai to hume pata chal jata hai humare ander koi ghalti hai market ko analyse krne me esi lia hum loss gain kr rhe hote hain
      • #4 Collapse

        Loss peofit to business ka hisa hai jo chalta rehta hai lekin jo loss ki waja nazar aati hai us me trader me knowladge ki kami, aur behter planning na honey ki waja se loss ziada hota hai.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
          Trading main loss ki wjh usi waqat pta lg jati hai jb apko loss ana shru ho jata hai .Loss usi sorat main ata jb apka analysis thek nai hota aur ap market ko achi tarh follow nai kar paty
          trading main loss ki wja ka pta lagana bohat he asan hai jab hamain loss hoto hamain daikhny chaye k hamain kis point sy loss hoa tha or us jaga pai ye bhi daikhna chaye k market kis wja sy hamary against gat thi
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
            Trading main loss ki wjh usi waqat pta lg jati hai jb apko loss ana shru ho jata hai .Loss usi sorat main ata jb apka analysis thek nai hota aur ap market ko achi tarh follow nai kar paty
            Jab ham tradex kr rahay hon or hamaon loss ho jai to hamain tension nahi laini chaye blky apni us mistake ko daikhna chaye jis ki wja sy hamain loss ho tha is sy ham apna anaylsis bhi kr lain gy
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              bhai aapko chahiye KR Jab Bhi loss Hoto uski Galti ko notebook par Likh Le aur Jhappi next trade open Kare Toh Kuch Galti ko minimise karne ki koshish Kare Aisa karne se ek din aayega chetrafal Jayenge aur aapko loss De kam hoga
               
              • #8 Collapse

                Hum jab bhi koi new analysis banay unhe real par karne se pehly humay demo par kar lena cahiay humay loss ki wajha hi ye hoti hay k hum jo bhi analysis bnate hay unhe direct real account par apply kar dete hay jo k galat hay
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
                  Trading main loss ki wjh usi waqat pta lg jati hai jb apko loss ana shru ho jata hai .Loss usi sorat main ata jb apka analysis thek nai hota aur ap market ko achi tarh follow nai kar paty
                  Yes my dear analysis bht zayda zaroori hain aur main samjhta hun k har time aapko market k sath aur market related news k sath jury rehna chahey. Es sy aap ke grip market pe mazboot hoge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main aapko job loss hota hai kuch sabse Pehle Apne Apne laws ki reason find karna hai aapki kis mistakes ki wajah se aapko loss hua Jab aap ko Apne loss ki reason Maloom Ho Jaye Toh Phir aapne Apne us reason se apne learning kar rahi hai aur apne is mistakes ko Apne mind Mein Yaad Rakhna hai aur next time Forex trading Mein kaam karne lage toh aapne apni mistakes ko yaad karna hai Aur Iss Tarah Se next time aapne Apne is mistakes to avoid Karna Hai Is Tarah Se aap apne Los ko recover kar sakte hain aur apni mistakes se apne learning kar sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X