Mehnat kamyabi ki tarf jany wala pehla qadam hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kamyabi ki tarf jany wala pehla qadam hai
    Forex main mehnat agr na ho tu yeh profit tu kia ulta loss ki tarf le kar jati hai is ley is business main har waqat active rahny ki zarorat hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends, forex main agr invest na keya jaey to mehnat karni parti ha...agar rakam invest ki jaey to phr mehnat ki nai just knowledge ki zarurat hoti ha k ap sahi trading kar saken q k agar sahi tradindg ki jaey to lazmi profit ata ha...
    • #3 Collapse

      GEe mery dowt is koi shak ki bat he nhi hai ky ap jub tk trading nhi sekhty apki luck bhi nhi chlti hai forex trading ma humen relationship aor cross oairs etc nnews fundamental aor technical know how sekhni hai indicator use krny sekhny hoty hain market uodate rqkhn8 hoti hai
      • #4 Collapse

        Well dear har wakt active rehny wali baat ye agar aap kahin k har month ya week k end pe aap analysis karin aur analysis ko dekh kar aap trading karrin to phir yakeenan aap ko har wakt market ko dekhny ke zarorat nahi aap apny analysis pe just trust karin.
        • #5 Collapse

          sahi keh rahy ho bhai ap jo log b mehnat karte rehte hain unko mehnat ka sela zror melta hay is lye ham sab ko mehnat karne chaheye wo chahy forex forex business men ya ksi aur job men ham jab b mehnat karte rahenge to hamen khud ba kgud kameyabi melti jaege
          • #6 Collapse

            Mera nahi khayal k mehnta se aap ki murad kia hai.sabar sab se bara hathyaar hai is khel mein.or knowledge is business k bare mein is ka bazoo hai.Han ager seekkhne me mehnat karni hai to sahi hai. sambhal kar sabar se qadam barhanein hain to sahi hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
              Forex main mehnat agr na ho tu yeh profit tu kia ulta loss ki tarf le kar jati hai is ley is business main har waqat active rahny ki zarorat hoti hai
              Salam bhai
              Mai apki baat sy agree karta hun keh mehnt hamara pehla qadam hy forex ki janib isliye hamain chahye k hum mehnat karty rahin aur apni lalch par control rakhain aisa karny sy ap main greed ni aaye gi aur aap perfect trade laga sakain gy
              • #8 Collapse

                han je mehnat krni bhi bht zaroori hai us k elawa active rehna bhi behad zaroori hai kameyabi k lia forex me
                q k agar hum hazir dimagh he ni hongay to humare trade profit se loss me ajaye or hun judge bhi ni kar payngay es lia ye bht zaroori cheezain hai forex k lia.
                • #9 Collapse

                  g bilkual ap ki bat thek hy mn bhe agree hno is sy jo bhe bnda mehnat karey ga is ko faida ho ga boht zaida jo bhe is mn mehnat nhn karey ga or phr mehnat mn sb sy achi bt yeh hy k is ko achi tarah sekh ly is k bad is faida uthey or phr yeh ak bat hy k mehnat hy tu sb kuch hy
                  • #10 Collapse

                    Dear mera to kheyal hay zyada active hony ki zarorat nai hay balky ap ko knowldge hna chahiye tan k ap agr forex to thora sa b time dy to wo time value able hniii chahiye
                    • #11 Collapse

                      acha bhai men smajha nahen loss bhe ho sakta he wo kaise . yahan to sirf profite he dekha he loss kesy hoga kia humari posts khatm ho te hen ya koi or text lagega.
                      • #12 Collapse

                        ji belkul mehnat he qamyabi ka pehla kadam he mehnat or hard work trading ke liye bohot zarori he mehnat se he ap Successfully Trader ban saghty he or ek din ap Professional Trader ban jaye ge lose ho ya profit mayous nahi hona chahiye mehnat karte rahni chahiye jo log mehnat nahi karte shortcut ke chakkaro me rehte he wo pher khud ki trade tak nahi laga pate hamesha dosro ke mohtaj rehte hain.
                        میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                        انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                        وہ خود ہار نہ مان لے
                        Posts Ache Lage to please Click Thanks
                        • #13 Collapse

                          hahaha mehnat jari rakho gai or himat nai haaro gai tab hi yeh kamyabi ki tarf le kar jay gi agar tum haar man jo kisi halat se tang aa kar usay adhora chor do samjh jao tum har chukay ho kamyab nai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            bilkul thak kaha bro, forex me sab se zeyada mahnat ki waja se kamyabi milti hai aur kamyabi ke liye bohat sakht kaam karna parhta hai aur masalsal koshish k baad kamyabi milti hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X