Gold ka trend change hony wala hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ka trend change hony wala hae
    dear friends pichly kafi dino say gold yakdam nichy hi nichy aa raha hae aur isny 1309 say shoot li aur ab 1235 tak aea hae mgr oopar jany ka name hi ni lay raha to ab iska trend change hony wala hae aur ye kissi b time up hi up ja sakta hae lihaza sell k oders say nikal k buy ki trf aein aur agr sell ka oder lagaia hua b hae to uska stop loss set kar den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bilkul Gold kafi nichy aa chukka hae aur ab isky next week up jany k chances b kafi ziada hain aur khas kar aap D1 k chart men dekhen to apko wazeh pata chally ga k Gold bahot nichy aa chukka hae to ap b tear rahen k kissi b time iska trend change ho sakta hae.
    • #3 Collapse

      Yes dear gold ka trend to bulish banne ko hai magar abhi tak confirmation ni ho rhi hai k ye bulish bnne ga bhi sahi ya ni banne ga q k bahot se log issi intzaren apne account wash lr chukke jain isliye gold pe koi bhi trade open krne se pehle zarur soch smajh lena chahiye
      • #4 Collapse

        apki baat bilkul sahi hy k next week mein gold ka trend change ho sakta hy aur agr ap gold k D1 k chart ko dekhein to aap ko aik clear support line ya level dekhny ko miley ga jis level py in dinon market chal rahi hy aur is level ko break nhi kr paa rahi is lehaz sey technical analysis sey to yehi saabit hota hy k gold ab up jaye ga
        • #5 Collapse

          Har kisi ka apna apna analysis hota hai lekin mere hisab se yeh km az km 1230 tak jay ga aur phr oper aye ga lekin main apki bat ko bhi rad nai karta koun ke market ka trend change ho bhi skta hai lekin agr phr bhi apni safety ke ley thora wait kar lein tu ap sb trader ke haq main bhtr ho ga
          • #6 Collapse

            muje b ye hi lagta hai k gold ka trend change hony wala hai q k bohat neechy agaya hai or ab is ka treand jald hi change hony wala hai or ab market up jaye gi yani ab trades buy me lgany ka time agya hai per dekho trend kab change hoga or ab market kesy move karti hai.
            • #7 Collapse

              Good judgment ap ki bahi me ne isi umeed pe k abi oper jaey ga buy me kafi nuqsan kraya hai lekin thora bohat sell me recover ker lia hai lekin abi b buy pe trade lagaey hoi hai k Shahid ab oper jaey gold ka.
              • #8 Collapse

                jahan tk mera opinion ha to gold abhi bullish trend m move kry ga kekin aik bar 1230 ka figure touch kr skta ha usky bad maximum chances hen k gold bullish jae keun k gold bht zyada down agya ga aur abi iska trend chahnge bn rha ha.agr Day 1 ka chart dekhen to clear hojata ha bullish ka.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
                  dear friends pichly kafi dino say gold yakdam nichy hi nichy aa raha hae aur isny 1309 say shoot li aur ab 1235 tak aea hae mgr oopar jany ka name hi ni lay raha to ab iska trend change hony wala hae aur ye kissi b time up hi up ja sakta hae lihaza sell k oders say nikal k buy ki trf aein aur agr sell ka oder lagaia hua b hae to uska stop loss set kar den.
                  Dear gold current tab tak change nahi hoga jab tak dollar key value main Kabhi Nahi Aayegi jab tak dolasetron Hota Rahega cell Garden and he chalta Rahega aur sab theek ho jayega
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Ye zruri nahi hai ke kiunke gold ab bohut nechay agaya hai is lie ab ye trend change kar ke ooper aey ga. Balke analsts tu keh rahay hain ke ye tu ho sakta hai $1200 tak bhi chala jae. Lehza haman chahie ke ham trend ko follow karain aur jab bhi aap trend ko follow kartay hoay trades open karain tu stop loss lagana kabhi mat bhooain kiunke trend kabhi bhi chamge ho sakta hain.
                    • #11 Collapse

                      je han dear gold up trend me jayega layken aprox ye monday ko down marega us k bad he up me jane k lia break karega layken gold par jab bhi hum trade lagaye hume chahe k hum stop loss lazmi use karen q k eska kuch bhi pata ni chalta hai ek dum ye profit dete dete loss dene lag jata hai q k gold ki movement bht zada tez hai layken long term me gold buy he hai apne sahe kaha hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        forex market main gold 2 week sy nechy a raha hai or kafi nechy a agya hai or mojhy laga tha hai thora or nechy aky reverse kry ga ya upar ko ya jo is week market open ho ge is main ya or nechy jaye ga or last days main jab market open ho ge to upar ana shuro ho jaye ga so app thek kahe rahy ho k buy kro gold ko kyun k jitna nechy gold ki price a gaye hai mojhy nhi laga ta k mazeed nechy aye ga ab gold.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X