Learning earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear brother forex aik aisi trade ha jis mn hamein ziada sy ziada learning krni parti ha Q k jitni hm is mn learning krty hn utna hamein is mn experience ziada hota ha aur jb experience barhta ha to hamein trade krny mn asani hoti ha aur hm loss sy bhi bachny k tareeqy doondh skty hn .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear friends, forex main profit to ap dosro k signal pa trade laga k bi earn kar saktay hain...but ap ki real earning yah k ap forex ko learn karo...agar ap forex ko learn kar letay ho to ap kamyab trader ban sakty ho aur ek acha profit permanent basis pa earn kar saktay hain.
      • #18 Collapse

        yes brother boht achi baat ki hai aap ne jitna zaida sikho gai utna zaida faida ho ga new trader ko chain k wo 2nd logo se kuch sikh kar phir apna brain b use kare har waqat kisi k sikhay howay kam par b chalna acha nai hota behtar hai aab kuch new kam ijaad karo jis se faida ho aap loss ko khatam karna zaida se zaida sikho
        • #19 Collapse

          achi learning hogi samajh hogi kaam ki tou earning kr sako gay demo account main practice karnay say well experienced trader ban saktay hain, es liay every trader ko demo account use karna zaroori hay, and jab tak demo account main practice na ki jay to hum trading main skill hasal nahi kar sakty.
          • #20 Collapse

            learn kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur jita is main learn karein gay tab hmain faida ho saky ga aur hamain is k bary main palhy learning karni ho gi tab hi hum achy say perform karein gay aur hamain markt main information hasil kar k hi hum kamyab ho sakty hain
            • #21 Collapse

              Forex trading me success hasil kerne k liey hamen forex trading ko learn kerna bohat zarori hai. Is liey hamen ziada se ziada trading knowledge ko gain kerna chahiey ziada se ziada experience hasil kerne ki zarorat hai. Is k sath sath demo account pe practice bhi bohat zarori hai. Jab tak ham learn ni kerte tab tak earn ni ker saktey. Aur ye he haqaqat hai.
              • #22 Collapse

                Yes learning say hi earing hoti hay. kismat kabi kabi mehrban hoti hay. is liye apnay ap ko har dam learinig kay liye tayar karen aur har bat ko learing kay lehaz say pic karen. uar koshish keren kay koe nesior trader milay to us ay bat cheat karen un ki normal baton main bhi kabi kabi baray raz chupay hotay hain.
                • #23 Collapse

                  forex man learning k baghair koi bhi trader hu chahy aisa ka hu europe ka hu ya america ka koi bhi forex say profit earn nae ker sakta oc waqt tuk jub tuk oc ku forex man proper learning na hoi hu.
                  • #24 Collapse

                    Ji haan bilkul Forex pe kam karne ke liye learning bahut hi jyada Jaroori Hai waise bhi Hum logo ki Forex Pe Jitne Jyada learning Hogi Hum utni hi jyada earning kar sakte hain isliye Hamara first focus Hamari learning pe hona chahiye Kyunki Hamare learning Hai Hamare liye future Mein Hamari earning ki base banti hai to learning Hai Forex Mein Sab Kuch Hai Na Ke Hum Log Apna Sara Waqt earning Ke Chakkar Mein West kar de...
                    • #25 Collapse

                      Re: Learning earning

                      agar hum forex trading main learning karen gay to es learning say he hum achi earning kar sakty hay aur es business main time bhi theak say manage karna chahiye aur sahi say esko time dai kar achi earning hasil kar sakty hay es business main kabhi bhi humay lalach nahi karna chahiye jo keh humay nuqsan he daiti hay
                      • #26 Collapse

                        Re: Learning earning

                        hello dear brother forex ma jub hum leraning karty hain tu hmain es main achi eraning bhi milti hai or hum es main kmayb bhi ho jaty hain es liye hmain chhaaye k hum apny knowledge ko enhance kar k trdaing karen ta k hmain acha profit mil saky
                        • #27 Collapse

                          Re: Learning earning

                          Dear bhai jan is business man earn krna hai to phly is man learn krna hoga agir aap is man learn kr laty hainto. Os k bad phor aap life time is sy earn krty hain is luy aap ko ziada time learning krny k luy spend krna chaye ta k any waly days man aap is business sy earn kr skin
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Learning earning

                            forex aik asa business hain jis main ham learning ky sath earniong be hasil akr sakt hain hamy is main zada sy zada learning karni chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain ham is main part timr be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain is main hamara koi be boss ya teacher nahi hota

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X