Trading shuru krne k liye tips?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    forex trading agar hum new hay to humay chahiey keh esmain dil lga kar focus karna chahiey kyun keh jab esmain mehnat karen gay tabhi hum esmain kamyab ho sakty hay ye aik bohat acha business hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      is main trade karny say pahly hamain learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is say hamain boht hi faida ho sakta hai aur trend ko mind main rakh k hi hum sucess hon gay ta k loss kam ho skay ga
      • #678 Collapse

        agar hum trading karna chahty hay to humay chahiey keh forex trading ko sab say pehlay learn kea jaye jab hum esko sahi say learn kar kay run karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum esmain kamyab ho sakty hay
        • #679 Collapse

          bhai sab sa ache or good tip wahe hai kah ap ko just forex sekhna para ge jab ap is tip pa amal karin ga tab ap loss ni karin ga agr ap is pa amal ni karin ga tab ap loss bhe kar lain ga.
          • #680 Collapse

            trading shuuru hamehs aap learning complete karky karo jo bhi forex mei new ho unko chiaye wo apni learning skrills chaiye banaiy tarikay sey kaam karain kyun ky forex mei kamyabhi ky lye mehnat chaiye
            • #681 Collapse

              dear maine bhi apni life main kafi sari tips aur strategies pay amal kia hai laikin jub atak aap forex k terminal pay khud time nai daingay tab tak ap achay traders nai ban saktay is liye tips say best hay k ap khud practice karain k markeet kahan say kb kitin movement krti hay.
              • #682 Collapse

                market main trade karny say pahly learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is ki tips ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main greed ko avoid kar k hi trde karni ho gi ta k earn ho
                • #683 Collapse

                  Trading shuru kerny se pehly aap k pass trading aur market knowledge ka hona zaruri hai apko market indicators ka maloom hona chahiye aur sab se important apki demo account pay trading practice hai
                  • #684 Collapse

                    Bahi mery khayal se to pehly study karna chaey kay forex kya ha aur kesy kaam karty hain es ma. Us kay baad ap demo account kholin aur aus pe kafi time practice karin. Lekin ye yaad rakhin kay demo ko real account smajh kay practice karna ha taa kay ap jb real account ma aao to apko feel ho kay ap profit ya loss kar ry ho.
                    • #685 Collapse

                      g bhai apne thaak kaha ha me apki bat pe agree krta hon k treding shoro krty ho apko chahye k ap merket ko analiysis kr k treding krna ho gi to apko loss ni ho apko chahy k markit ki movment ko dekh treding shro karna ho ga
                      ALWAYS BE HAPPY
                      • #686 Collapse

                        Re: Trading shuru krne k liye tips?

                        market main trade karny say pahly is k bary main planing kar k hi hum sucess ho sakty han aur is forex main kam karny say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum run karien gay aur market main enter hony say pahly is k bary main earning ho saky gi
                        • #687 Collapse

                          Re: Trading shuru krne k liye tips?

                          hmain is forex main kam k arny say pahly is k bary main planing karein gay ta k loss kam ho saky ga aur hamain kam karny say pahly is k bary main planing karni ho gi ta k achi trade kar sakty hain aur au rhamain demo main practice kar hi hum sucess ho sakty hain
                          • #688 Collapse

                            Re: Trading shuru krne k liye tips?

                            hello dear brother hama forex trading ma sab sa pahla karna ya hota ha k forex trading ko learn karna ho ga or us k bad demo par trading ki achi prectice karo ta k ap ko real main trading karny ka pata chal jay phir ap aik achy sa trader ban jao gy.
                            • #689 Collapse

                              Re: Trading shuru krne k liye tips?

                              Dear trador join karna to bahut he asaan hai lakin trador banna utna he mushkil lakin ap apne is mushkil ko kam kar sakte hain balke asaan kar sakte hain is k lye sab se pehle to apko bahut learning karni hai us k bad demo main pracits karo us main apki jo jo mistakes hun un ko khtm karo aur mazeed knowledge hasil karo is se apki help ho sakti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Re: Trading shuru krne k liye tips?

                                market main trader ko chahye is k bary main pahly learning karni ho gi aur market main knowldge hasil kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain kam start karny say pahly is k bary main hard wrk kar k hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi ta k loss km ho sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X