Forex main loss ki sorat main aksar chor dety hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    loss ki surat mei forex chorr dena bewkufi ha forex business mai loss say bachna bohat zada muskil hai likan imposibe nahi hai. Es kay lye ap ko forex market ki skill aur tips maloom ho tou ap forexmarket mai zada best preform kr sakty hai. Kyu k forex market mai wo person kamyabi hasil krta hai jo es market ko under stand krta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
      Har trader join karny ke foren bad profit ke chakar main aisa hota hai ke zara sa loss a jay tu forex ko bye bye bol kar side per ho jata hai jo ke bahat hi buri bat hai. Trading main aisa hota rahta hai dil bardshta nai hona chaye
      iski bi ak bahut bari waja hai wo ye hai k loss hony bad ap mayaoos ho jaty hain or apko lgta hai k bss ab sab kuch khatam jab k is me bi apki apni mistake hai qk ager ap k pass achi learning ho to ap kabi bi loss k bad mayoos nai hoty balky ap mazeed learning kr k come back krty hain or ap profit ratio kama kr loss ratio kam kr dety hain.
      • #18 Collapse

        g haan bhai jaan ap ne sahi kaha hai k log forex main loss ki waja se hi forex ko chor dete hain q k aun ko loss bohat hi zyada hwahota hai as waja se hi woh chor dete hain
        • #19 Collapse

          Forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi profit aur loss business ka hisaa hy aur agr forex trading business mein loss hota hy tu hum ko himat nhi harni cahaiye aur forex trading business mein aur ziada mehnat aur hardwork karna cahaiye aur himat k sathh forex trading business ko karna cahaiye aur forex trading business mein mehnat kar k knewledge aur experience hasil karna cahaiye phr profit bhi ho sakta hy
          • #20 Collapse

            Dear yehi tu masla ahi log yahn aaate hai loss hota hai tu chor jate hain in sab mai aik cheez hoti hai learning ki wo koi b nhn karta ap ko learning se he acha faida hoskta hai lheaza ap ko mehant k sath he kam karna ho ga ta k ap ko apni trading ko mazeed beatar banane mai loss na ho aur ap acha kam b karo...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              g bilkul jo log begginers hota ha un ko jab loss hota ha wo baht jaldi forex ko chor daita hain chorna sa bathr ha ka pahla achi trah forex trading ko sekha jaye to achi trah sa is main experince hasil kia jaye ta k bad mn ap ko loss kamsa kam ho.aksar log whi hota hain jin ka pas acha knowldge or experince ni hota ha jis ki waja sa wo apna loss kr jata hain,

              اب آن لائن

              Working...
              X