Sirf learning nai balkay high level Advance learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf learning nai balkay high level Advance learning
    Dear members mene basic trading kaafi samajh li seekh li ha kuch main chart candles indicators kasay laganay hain deposit withdrawal. Abhi ap mujhay mashwra den mene advance learning krni ha mean support and resistance kasay work krti hain unka expert ban jaon VSA seekhna chahta hun ye sab me kahan se seekhun ap batain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bohat achi baat ha ap advance learning krna chahtay ho bro agar ap ye sab learning krna chahtay ho jo cheeze discuss ki ap ko youtube pe inki achi videos mil jay gi aur agar ap completely kisi tutor ki talaash mei ho k koi guideline sahe milay to ap kisi teacher se ye sab seekho
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Dear acha laga sun kr k aap basics seekh chuky hain aur ab aap advance learning karna chahty hain. To mera mashwara aapko ye hoga k agar aapko kii bhe baat poochni ha to aap forum pe sawal poochin. Ya pgir aap search karin forum main to aap ko aap k sawalon ka jawab mil jaay ga.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
        Dear members mene basic trading kaafi samajh li seekh li ha kuch main chart candles indicators kasay laganay hain deposit withdrawal. Abhi ap mujhay mashwra den mene advance learning krni ha mean support and resistance kasay work krti hain unka expert ban jaon VSA seekhna chahta hun ye sab me kahan se seekhun ap batain?
        buy agar aap Forex trading ke baare mein advanced learning karna chahte hain toh aapko chahiye Ke YouTube K channel Sabko subscribe Kare Hain Jo Forex trading ke related videos from Karte Hain aur yeh videos aapke liye bahut Hai Mushkil Hai Aap in ko dekh kar bahut kuch Sikha sakte hain
        • #5 Collapse

          mai smajhta hun kay basic learning candles ticks ko smajna chart ko smajhna nahe ha jasa ky ap ney kaha k ap ney basic learning mey ye cheezen seekh li hain candles sticks chart wagaera ko b smajhna achi learning kehlaati ha baki ap agar expert trader wali learning krna chahtay ho good ha ap face book wagera pe iski search kr saktay ho
          :p Yes You Can Do :p
          Honesty + Sincerity = Prosperity
          • #6 Collapse

            is main leraning karna kafi aham aspect hota hay kun kay market ko sikhny kay liye humain kafi practice karna hoti hay jis ki base say hi hum market ko use karna humary liye asan ho sakta hay magr advance learning karna kafi zrori hota hay mukaml knowledge ki help say humain trade main kam karna hota hay
            • #7 Collapse

              leraning karna hi aik bat nai hota hay is main ye b point hota hay kay hum learning kis tara ki kar rahy hain agr hum learning kisi kahas chezon kay bary main nai kar rahy hain to ye koi faida nai dyti hay agr hum advance learning karny par focus karty hain to kam karna humary liye kafi best b sabit ho sakta hay
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                market main agr kam karna hay to is main learning kar kar kay achy say kam karna ho ga kun kay learning kay bgyr earning nai ho sakti hay is main simple learning nai karna advance learning karna b must hota hay kun kay har aik aspect kay bary main study kar kay trade main kam karna zrori hota hay
                • #9 Collapse

                  Bro VSA volume spread analysis hoty hain ye knowledge un logon kay pas hota hai jo is main bohat expert hoty hain vo market kay pairs main spread dekh kay analysis lga lety hain k market ki movement kya hogi buy ya phir sell aur support and resistant aisa tool hai jo market ki movement kay bary main aik chart main btata hai ye 2 level hoty hain lower level market ka support aur upper level market ka resistance level hota hai in levels py jab market aa jati hai to vo zaroor apna trend change karti hai
                  • #10 Collapse

                    forex trdaing aika ysa business hai jis main hum jitna bhi es ko sikhty hain otna he hmary liyer kam hai es liye hmain chahye k hum es ko sikhny ki traf zeyda dehan den hmain ayh bat mind main rakhni chahye k forex main jitna hum es ko janengy otna he hmary liye best rahy ga es liye achi eraning k liye leraning nahi super lerraning karni parhy gi
                    • #11 Collapse

                      G bro ap ki bilkual thek is mn jo forex trading hy is ko karney k lye sb sy pehly ap chayhe k ap is mn learning karey is jo ap ki learning ho wo full tied kesam ki ho is sy boht ho ga is k bad agar ap invest nhn kar sktey ap chaye or bouns bny is trrading karey phr is ko faidaa bhe ho ga or phr is ki earning bhe
                      • #12 Collapse

                        forex business me basic learning karny aur basic trading ka expernice kafi nahi hota hay, trading business ka high level ka expernice aur high level ki education hi es business me hamari bahot help kar sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Vsa k bare main agar ap knowledge hasil karna cahte hain tou ap ko cahiay ap experts se sikhe aur humay trading candels aur analysis se related videos bhi you tybese mil jati hay hum udar se bhi is k bare main boht knowledge hasil kar sakte hay
                          • #14 Collapse

                            Basic learning k bad advance learning ka number ata ha .aap basics seekh chuky hain aur ab aap advance learning karna chahty hain. To mera mashwara aapko ye hoga k agar aapko kii bhe baat poochni ha to aap forum pe sawal puchan. Ya phir aap search karin forum main to aap ko aap k sawalon ka jawab mil jaay ga.learning than earning .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ap basics seekh chuky hain aur ab aap advance learning karna chahty hain. To mera mashwara aapko ye hoga k agar aapko kii bhe baat poochni ha to aap forum pe sawal poochin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X