forex trading main trading seekhna ya trading krna main frq ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main trading seekhna ya trading krna main frq ?
    Forex trading main jo log trading ko seekhna mushkil samjty hain wo trading ko bi mushkil samjty hain to ap jab trading ko seekho gy samj k sath to apko trading seekhna bi aasan lgy ga aue trading main bi ap kamyab raho gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے

    Forex trading main trading ko seekhny or trading krny main kuch khas frk nahi hai q k ye aisa business hai jis main trade kr k ham seekhty hain or ham jitna ziada kam krain gy utna he ziada seekh skain gy
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bahi bat ya hai ka duniya mai koi kam mushkal nahi bus man laga kr kro tu kamyabi milti hai is lia trading sehkana mai kabi bi hi h kichat mat karain kiun ka tradin s ap ka future or future ka tohra si mushkal lani parti hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
        Forex trading main jo log trading ko seekhna mushkil samjty hain wo trading ko bi mushkil samjty hain to ap jab trading ko seekho gy samj k sath to apko trading seekhna bi aasan lgy ga aue trading main bi ap kamyab raho gy
        assalamu alaikum bhai mere Khayal Se aap bilkul theek keh rahe hai Jo log trading co seekhna Mushkil se Milte Hain Woh Kabhi Bhi Apne life mein trade nahi kar sakte q k trade karna tabb ho mumkin hy jab ap is mai dilchaspi laim aur phir trade karien aur phir apkoprofit hoga
        • #5 Collapse

          forex trading ko seekhna thora mushkil hy per jab ap aik dfa forex trading ko seekh lo gy to phr forex trading ap k liy aasan ho jay gi ,per mery khial main insan k liy sari cheezain aasan ho jati hain jab ap mokamml irada kr k kisi bi kam ko krny k liy mehnat shuru kr dety ho to ,to forex trading ka business ko seekhna koi mushkil ni hy
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
            Forex trading main jo log trading ko seekhna mushkil samjty hain wo trading ko bi mushkil samjty hain to ap jab trading ko seekho gy samj k sath to apko trading seekhna bi aasan lgy ga aue trading main bi ap kamyab raho gy
            forex trading ko agar ham seekhna chahty hain to hamian trading krnha ho g or ye trading hamain real account mian krna ho g q k demo account main trading kr k ham achi trha sy seekh nahi skain gy
            • #7 Collapse

              G han ap ne theek kaha forex trafing business ko sikhne k liay agar hum puri tawajh se kaam kary tou hum isay boht asani se sikh sakte hay hmay koi mushkil nai ho gi forex trading sikhna asanlagy ga
              • #8 Collapse

                forex trading ki sikhna or is main trade karnay main kafi frak hota hay kun kay agr hum sikhty hain to demo ko use karty hain agr hum real account main ja kar kay kam karty hain to is main humain achi earning hasil ho sakti hay magr sikhy bgyr market main kam karna humay liey kafi risk yo sakta hay
                • #9 Collapse

                  trading ko sikhny say murad ye hoa kay market kay barymain koi knowledge nai hoti hay to hi hum trade ko sikhty hain is say humain knowledge ko brhany kay liey hum trade ko sikhna start karty hain or trading karna ye hota hay kay humain trade kay bary main kuch maloomat hay to hi hum trade kar rahy hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    g han trading seekhnay mein time lgta hai
                    • #11 Collapse

                      forex trading ko sikhna hay to is main ye hota hay kay market ko learning karna hota hay ziada maloomat nai hay kun kay maloomat ho gi to hi hum trade ko understand kar sakty hain is main trade karnay say murad humain trade kay bary main ziada knowledge hay to hi hum is ko market main use kar sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        bhai apki bat sahi hai or mera jahan tak khyal hai k insan ko pahly start main trdaing karna bhi mushkil lgta hai or trdaing sikhna bhi mushkil lgta hai es liye yah kaha ja skata hai k forex main time deny se yah sub sikha ja skat hai es liye forex trdaing main trdaing karny k liye pahly trdaing sikhni chahye ta k trdaing karty waqt masla na ho

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X