Different types of orders
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex market main kisi bhi pair main trade open kerny ky liay orders two types ky hoty hain instant orders aur pending orders instant order aesa order hota hai jis main ap current time main hi trade open ker lety hain but pending order ap kisi bhi point ko select ker ky laga dety hain jab market us point ko touch kerti hai tou apka order open ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      is main trade karty hain aik to hum is main instant order laty hain jis say humain usi time trade ko place karna hota hay jis say humain achi earning hasil ho sakti hay aik pending order hay
      • #33 Collapse

        Yes bhea ye sab oder ki types hain our her pending oder ki apni importance hain kabhe sell limit to kabhe humean sell stop lagana hota hai our profit kerty hain
        • #34 Collapse

          hamain order lgany k liye experiecne hasil karna ho ga ta k loss kam ho skay aur trend ko use kar k hi hum sucess ho saky gay aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain
          • #35 Collapse

            forex trading main different kisam kay trading orders use hoty hay so agar hum enko use karna chahty hay to hum kar sakty hay esmain humary liey koi issue nahi hay agar hum mehant karen gay tab esmain kamyab ho sakty hay
            • #36 Collapse

              hum is main buy ya sell karty hain aur is k sary orders ko pora karty hain aur hamain is main learning karni ho gi aur is ki sari types ko learn kar k trade karni ho gi ta k achi trade kar k market main run karein
              • #37 Collapse

                forex trading main differnet kisam kay orders use hoty hay agar hum en orders ko use karty huwaay trding karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hya aur humay esmain sari options ko use karn chahiey
                • #38 Collapse

                  Bhai es ki kafi kism hain normal aur pending orders es k elawa aur bhe hain jaisy stop loss take profit sell limit and buy limit ye oders use hoty hain normally forex trading mein
                  • #39 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rahi786 پيغام ديکھيے
                    Bhai es ki kafi kism hain normal aur pending orders es k elawa aur bhe hain jaisy stop loss take profit sell limit and buy limit ye oders use hoty hain normally forex trading mein
                    ge bhai hmein apne trading mein jo order lagana hot ehien in mein ache trah se smjh kr order lagana hote hein aur hmein apne trading mein pending order lagana se faida hota he aur hmein apne market ke trend ko smjh kr pending order aur instant order lagana hote hein phr hmein apne trading mein ache income asane se hote he
                    • #40 Collapse

                      market main order ko use kar k hi hum achi trade karein gay aur hamain market main rules ko folllow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main demo main practice kar k hi hum real main bi achi trade karein gay
                      • #41 Collapse

                        ye dear ye 4 types k order hai lakkin zaida tarr instant execution wala istamal hota hai..
                        • #42 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHDAMIN پيغام ديکھيے
                          There are many types of orders and all are important. The main two orders that use mainly are Buy order and Sell order. Except them there are 4 more orders like Bye limit, Sell limit and Buy stop, Sell stop. Know the use of these orders from my next threads.
                          Mere khayal main to trading main 2 orders hory hain aik hota hai instant order jo ham trade lgaty hain to gabhi lg jata hai or aik pending order hota hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #43 Collapse

                            Dear pending order 2 types k hote hain aik ap use karte ho sell k liye dosra buy k liye osii se ap ko faida ho skta hai jaise jaise ap apni life ko set karo gy ap ko acha faida haisl ho jaye ga lehaza ap ko orders ko b proper knowledge k sath use karo aur ap phr faida hasil kar skte ho...
                            • #44 Collapse

                              Is may working krnay k lyr apnay order ko apnay lye set krny k lye ap khud ko auchy wala business or apnay kaam ko manage kr skty han yahan say ap apna idea b araam say nikal skty han ap ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Different types of orders

                                market main is forex main order ko analyse kar k hi hum achi trade kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur market main anlsye kar k market main achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main sucess ho sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X