Small target , best profit.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Target small honay ka sub sy ziada faida yeh hy k agar target small hoga to nuqsan bhi barra nai hoga nuqsan bhi chota hoga kiun k qatra qatra mill k darya ban sakta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
      Friends agar ham apni trades men small targets ko select krte hain to ham apne target bahot jald achieve kr lete hain isliye main yahi kahun ga hamen ziada ki lalach k bajay small targets ko choose kia jay ta k ham easily achieve kr saken....
      Baat se bilkul agri karta hoon ke Hame Hame chota chota profit banana chahiye Agar Hum Jyada profit ki laalach Karenge toh Hame nuksaan bhi ho sakta hai isliye main aapko advise karunga KR Thode profit per hai apne trade Khatam kar de

      اب آن لائن

      Working...
      X