best mt4 indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    best mt4 indicator
    dear members mt4 mein kafi saary indicators hoty hain jin mein sey kuch bahot behtr hain un mein sb sey behtr indicator konsa hy apni apni raye ka izhar krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear indicators sab hi best hain agar ham inke bare men knowledge rakhte hain to agar hamen knowledge ni hai to ye indicators hamare liye koi faida ni kren ge indicators jo bhi ho wo kabhi bhi hamen 100% results ni deta hai isliye hamen apni trades ko indicators pr ni chorna chahiye balje khid mehnat krni chahiye analyse for market
    • #3 Collapse

      bahi bat ya hai sar hi best indicator hain laken in use krna ka study krna ka tareqa ahna chaya agr ap ka pass knowledge nahi hai tu koi bi indicator ap ko best result nahi da ga is ka lia market ka experience hona lazmi hai jis ki waja s indicator ko ap bater tareka s use kr saka gain
      • #4 Collapse

        bhai g indicator koi bhi ho agr aapka knowledge aur experience acha hy to aap aasani sey profit haasil kr sakty hain lekin sirf aik shart py k ap mehnat krein ta k baad mein sirf indicator ko hi nuqsaan ki wajah na banaty rahein aam tor py moving average acha hy
        • #5 Collapse

          Dear brother wasay to hat member ki apni apni choice hoti hay magar mere khayal main moving average ek 10 aur dosra 60 period ka hay jab 10 wala 60 ko cross kary to wo time market entry kay liye best hay..
          THKS
          • #6 Collapse

            Yes sir aapne bilkul theek kaha hai mai aap ki baat pe agree karta hoon Forex trading main indicator use karna bahut hi accha hai aur uske baad aap planning Karenge toh aap usse bhi acha profit ho sakta hai aur MT4 mam best indicator hain aap use karke bahut accha profit Hasil kar sakte hain
            ALWAYS BE HAPPY
            • #7 Collapse

              MT4 kay indicators jider sary trading main madad krty hain laikin in main say humy jis say zada idea milta hai ye moving average hai.
              ik trader ko chart main 3 moving average ko ik sath muktalif setting main apply krny say humy is main market kay trend change ka teek say idea milta hai or sath main in kay cross over krny say market ka trend tabdel hony ka idea hota hai sub say zada is moving average main 100 50 or 30 ki setting main apply kia jata hai jo kay kafi zada teek hota hai.mery chart main yehi setting hai or in main linear weighted or CLCC 4 close hota hai.
              • #8 Collapse

                bhai waisy to net py muhtalif websites py bahot sey indictors maujood hain jin mein bahot sey free aur bahot saary on payment hoty hain lekin mt4 application jo ham trading k liey istemaal krty hain usky apny bhi kuch indicators hain jo traders k liey helpful hoty hain
                • #9 Collapse

                  dear traders apni strategy key mutabeq hi indicators ko chose karty hey, sab se best indicators ka intekhab bahot hi mushkil hay, indicators ko demo me test karny se hi hamy ye knowledge ho sakta hay key kon sa indicator best signals deta hay.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                    dear members mt4 mein kafi saary indicators hoty hain jin mein sey kuch bahot behtr hain un mein sb sey behtr indicator konsa hy apni apni raye ka izhar krein
                    forex mian tading k liye bohat sy indicators kam kr raay hain or sary he indicators bohat achy haim laikin hamain kisi bhi indicators pai 100 percent aidtmant nahi krna chaye q k some time indicators bhi wrong hoty hain
                     
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                      dear members mt4 mein kafi saary indicators hoty hain jin mein sey kuch bahot behtr hain un mein sb sey behtr indicator konsa hy apni apni raye ka izhar krein
                      forex mian tading k liye bohat sy indicators kam kr raay hain or sary he indicators bohat achy haim laikin hamain kisi bhi indicators pai 100 percent aidtmant nahi krna chaye q k some time indicators bhi wrong hoty hain
                       
                      • #12 Collapse

                        Bhai MT4 k indcators k baary mein meri to yehi raye hy k wo ziada faidy mand nhi hain keun k un mmein sey ziada tr ki to sahi samjh nhi aati aur jinki samjh aa jati hy woh ziada faiady mand nhi is liey mera to yehi mashwara hy k kisi achi c website sey koi acha sa indicator download kr k uski help lein trading mein
                        • #13 Collapse

                          Mery dost mt 4 ki application main ziada indicator mjood hain jin ko ap forex trading main trading k doran use kr k ziada profit kama sakty ho aur apni trading ko kamyab kr sakty ho mery khial main apko wo indicator use krna chahiy jo ziada sy ziada use hony waly hon
                          • #14 Collapse

                            main nay tu kabhi bhi MT4 k indicator ko kabhi bhi use ni kai , q k kabhi kabhi indicator thk kahta hain or kabhi app ko thk indicator thk ni mil raha hota , app ko os say loss hota hai, agr tu app ko indicator main knowledge hai tu phr he app indicator ko thk say use kar sakta hain agr knowledge ni hain tu phr app es ko use na karna ye he best hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Har banday ki apni apni choice ha k wo best kis ko consider krta ha jis trader ka level thora up hota ha unka best indicator aur ho ga aur jis ka thora down hota ha wo fazol indicators ko apnay hisab say best samjhta ha. In my point of view moving average babut acha indicator ha ic say kafi signal miltay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X