Over confidence market k agay dangerous aur account k lye kill skills ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confidence market k agay dangerous aur account k lye kill skills ha
    Dear members over confidence hona aik bohat problem hay bohat sey traders specially new traders jab loss kartay hain unkay sab rules break honay lag jatay hain planing bhool jatay hain aur aik din mey loss cover krnay kay chakar mei hotay es tarah mazeed loss hota hay over confidence kay agay ap ki skills Zero hojati hain ap b ess baray mei thek tarah guide karain
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahot khoob aap ne sahi kaha hai bro over confidence ki waja se ham apna kafi loss kr jate hain aur hamen bajay over confidence k market ko analyse kr k hi trading krni chahiye ta k ham apni trades se better results le saken
    • #3 Collapse

      Bahi ap teahk kah raha hain over confidence kahin bi ho tu nuksan ho ga is lia over confidence s kam mat lain trading mai kahs tor pr agr ap zara si bi overconfidence dahkahta hain tu ap ko nuksan ka samna karna para loss ho ga or agr loss ho bi jaya tu pls wait krain foran na trade dobara lagain
      • #4 Collapse

        Bhai aap dunya ka koi bhi kam ly lain waha par apko over confidence ly dobti hy aur is k nateejy mai bohat sary logo ny bohat sara nuqsaan b uthaya hy har field mai aur forex trading mai to aoa karny walo ka anjaam bohat bura hota hy woh bihat ziada loss uthaty hain
        • #5 Collapse

          Brother aap bukal thek kaha rahay hain main aak ki baat sa itafaq karta hoon k over confidence aak aasi bamari hay jis sa kohi be bussniss ho us sa nuqsan he hota hay aur instaforex main over confidence sa trade karna wala member aksar lose main rahta hay balkay account be wash karwa bathta hay
          • #6 Collapse

            ji log sabar sey planing sey kaam nahe kartay wo log over confident honay ka muzaahira kartay hean ap ki baat theek ha over confidence ap k account aur ap ki skills dono ko khatam karta ha loss ki aksar bohat ziada wajuhaat b yahi paai gai hean over confidence hona nuksan dey ha
            :p Yes You Can Do :p
            Honesty + Sincerity = Prosperity
            • #7 Collapse

              Over confidence ap ko hamesha ley doobay ga chahy wo duniya k kisi b jaga kyun na ho ap ko chaiye ap over trading over confidence sey hamesha side line raho tabhi ap ko achi kamyabi mil sakti ha warna nai
              • #8 Collapse

                forex trdaing main har trdaor apny expernce ki base par trdaing karta hai jo k aik logics se bat hai maghr jo log khud ko smjhty hain k trdaing jesi un ko ati hai wesi kisi ko nahi ati hai tu ayh soch un ko boht nuksan deti hai es liye bahtr yahi hai k hmai khud par aitmad karna chahye maghr andha aitmad nahi ayse hmara pna he nuksan hai kisi ka nahi
                • #9 Collapse

                  Jee bhai apnay sahi kaha overconfidence say hmesha loss hota hai aj kal new traders bgair kisi strategy kay aik do bar trade karny par jab kamyab ho jaty hain to wo lalach aur overconfidence say plannings ko bhol jaty hain jis say agy mazeed trades par loss uthaty hain is liye humy chahiye kay trading main overconfidence na hon balkay mehnat krain aur kamyab hon
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Over confidence aur lack of confidence donon extremes hain aur dono hi aap ke career ke lie khatarnaak hain. Aap ko chahie ke aap aap apnay aap ko balance main rakhain kiunke shidat pasandi bohut buri cheez hai aur ye har hawalay se khatarnak hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X