Big Lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big Lot size
    agar hum big lot size use karty huway trading karen gay to es trha hum market main profit ziada earn kar sakty hay but eskay sath sath humay ye baat bhi mind main rakhni chahiye keh es waja say humay ziada loss bhi ho sakta hay kyun keh ye ziada lot use karna bohat risky hoti hay humay chahiye keh money management karty huway he lot size ko use karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi ap ki bat theahk hai laken bahi lot size bara tab karain jab ap ka pass bonuse zyada ho or agr bonuse kam hai tu lot kam lagain or stop loss lazmi lagain bara profit ka chakar mai bara loss bi hota hai ya mind mai lazmi rakhain warna account wash ho jata hai
    • #3 Collapse

      Brother aap bukal thek kaha rahay hain big lot size ka fahada be hay aur nuqsan be big lot size sa profit jaldi aur zayada mil jata hay same issi tarha lose be zayada hota hay ager aap na lot bari lahani hay tu aap k pass bounas be zayada hona chaya ta ka lose ki waja sa aap ka accounr wash na ho ja hay
      • #4 Collapse

        agr bonuse kam hai tu lot kam lagain or stop loss lazmi lagain bara profit ka chakar mai bara loss bi hota hai
        • #5 Collapse

          agar hum big lot size use kar kay trading karen gay to es waja say humay market main loss ka risk ziada hota hay aur humay chahiye keh esmain money managemnet karty huway he trading karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain humay lalach nahi karni chahiye kyun keh lalach ki waja say he hum ziada big lot use katy hay
          • #6 Collapse

            g han bhai apki bat sahi hai or main aghree karta hun forex trdaing main aghr hum lot bari set karty hain tu es ka yah aik benifit hai k hmain profit bhi bahara he hota hai jub k aghr loss hona hota hai tu hmain loss bhi bara he hota hai es liye achy expernce k sath he bari lot set karen ta k hmain profit ho bari lot se losss na ho
            • #7 Collapse

              jab b lot ko set karty hain to humain is kay liye kafi leraning karna ho gi kun kay learning kay bgyr hum kuch gain n ai kar sakty hain humain hard work karna ho ga magr ziada lot lagty hain to ziad high risk hota hay humain high risk par kam karny say high earning hasil ho sakti hay practicec kar kay kam karna ho ga
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                Big lot without analysis jua ha agr ap bonus ko as a jua samjh k kro gay to yeh bahut he buri bat ha. Hum pora mah fourm ko time day k end pay bonus hasil krtay hain phir aik dam bri lot lga k sara bonus zaya kr dena kahan ki aqalmani ha. Big lot us wqt use krni chaheay jb aik to ap k pas sufficient amount main capital ho aur apko analysis krna ata ho.
                • #9 Collapse

                  Dear main ko yahan tradera ko kehna chahun ga choti lots ka istemal karen agar ham bariii lots ka istemal karty hain to hamen profit zyada hony k sath sath nuksan b zyada ho sakta hay hamra account b wash ho sakta hay
                  • #10 Collapse

                    humain is main lot ko set kar kkay kam karna hota hay jis say market ko smjh kar karna kafi asan ho sakta hay so humain active ho kar kay kam karna ho ga jis ki help say market ko undestand karna kafi bes tho sakta hay high risk main kam karnay say high earning hasil ho sakti lot ko low b use kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      jab b hum lot ko set karty hain to is kay liye humain apni maze say kam karna hota hay agr hum high lot ko set karty hain to high lot lagny say high risk ho sakta hay jis say market main aik dm mai humain profit b ho sakta hay or loss b ho sakat hay agr hum is main lot km lagty hain to is main low risk say trader hoti hay
                      • #12 Collapse

                        agar hum big lot size ko use karty huway trading karen gay to hum market main earning nahi ulta loss he karty hay humay chahiye keh lot size kam say kam use karen ta keh market main hum safe trading kar sakty aur humay laalch main aa kar trading nahi karni chahiy ye humary liey theak cheez nahi hoti
                        • #13 Collapse

                          Friend big lot size me trading tab kerni chahye jab trading capital ziada ho means capital acha big ho tab big lot means trading me high risk le sakte hain other wise ziada risk trading me lena theek nai hai kam risk me trading munasib rehti hai or majority traders ki lalach me big lot trading kerte hain or big losses phr unko milte hain.
                          • #14 Collapse

                            big lots size us time he laga na chahy jab app ko koi achi entry mily agr app market k bary main zayda sure nhi hain to big lots size sy door he rahy kyun k ya app k account ko wash b kr sahk ti hai aksar hum big lots size us time laga ty hain jab hum lalach kr betha ty hain or zayda profit earn kr ne k chakra main galti kr betha ty hain big lots size sy door he raha na chahy kam profit he achi cheaz hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear ap ne bilkul sai kaha bari lot ki waja se hum zaida earn to kr sakty hai but uthna hi lose k chances b hai jo b bari lot per kam krna chaiye wo yeh soch kr trade karay k lose b ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X