Robot Computer main program hota hay jis main technical signals feeds kiey jaty hay aur button daba dea jata hay price agy barhati hay programic kay hesab say khud ba khud trades open aur close hoti rehti hay humara computer on hota hay ya off trades automatic tariqy say open aur close hoti rehti hay manual traders trading kay waqat en awamal ko mady nazar rakhty hay msal kay toor par jab bollinger bands mukamal tor par sukar jaty hay aur price tang range main aa jati hay to samjhdar traders bilkul risk nahi lety es trha nuqsan say bachy rehty hay magar robot en chezo ko kaisay janchy
esi trha aham ailan say qabal traders trading close kar daity hay aur ailan ka intizar karty hay magar robot main en ailanat ki programing feed nahi ki jati aur apna kam programming kay kay mutabiq karta rehta hay jis ki waja say trader kabhi nuqsan utha lety hay
Sochnay ki baat hay keh agar robot itni kamai kar kay dain to en ko bnany waly khud arbo aur kharbo kay malan ban jaye aur agy baichnay waly bhi rato raat ameer tareen ban jaye

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим