Agar aap fundamental analysis ko like kartay hain aur international big news par nazar rakhtay hain tu phir tu aap big news ka wait kartay hain kiunke us doran bohut acha profit earn karnay ka moqa milta hai lekin is ke baraks agar aap ko fundamental analysis ke baray main kuch nahi pata tu behtar yehi hota hai ke aap big news ke time trading mat karain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим