forex main loss k khauf sy loss ho jata hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main loss k khauf sy loss ho jata hy.
    Yeh bat sch hy k jo members forex main loss hony sy drty hain uni ko forex main loss ho jata hy to is liy nadar ho k forex ko kro aur hard work kro forex main apko earning zaroor ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap theak kah raha hain jasa hi ap dar ka sath trade karta hain tu ap ko loss ka samna krna prta hai ap apna mind s dar nikal dain ta ka ap ka mind clear ho jaya relax ho kr soch samaj kr or market ki movemet check kr ka agr analysis kr sakta hain tu analysis karain or pr ja kr trade lagain tu loss ka chances kam hon gain
    • #3 Collapse

      Brother ya baat tu aap ki thek hay k forex ka her member forex maun lose hona sa darta hay iss laya dar dar k trade karta hay lakan iss ka matlab har girz ya nahi hay k aap baghar analysis k bagher information k trade start kar dain trade tooka hain hay ya aak baqahada bussniss hay problem samjna ki hay ager samaj aa ja hay tu pher easly lose control kar saktain hain
      • #4 Collapse

        Fear factor basically is the killing factor of decision power, loss ko zehn me rakh kr trade kbhi mat lagaen bal'ky profit ko zehn me rakhen, doosri cheez zehn me ye rakhen k ap achhi trade lagany ja rahy hen, is se bhi liss ki fikr khatm ho jay gi aor jb loss ki fikr nai rahy gi tbhi ap achhi profitable trades laga paen gy.
        • #5 Collapse

          G han ap ki bat biljul theek hay forex trading may humay confident ho kar kaam karna cahiay kisi kusam ki tention k sath kaam nai karna cahiay cahiay is tarha hum loss hi karty hay agar hum var bar ye sochte rahe k kahi humay loss na ho jay tou humay waqai may loss ho sakta hay is liay be positive ho kar kaam kary
          • #6 Collapse

            aslam o alikoum dear brother main too y samjhta hu kay agr aap forex trading kay kam ko dil say bagair khuof kay kro kay too y ap kay laiy kafi bhtr hai aur agr forex trading kay kam ko bagair khuof kay kro gay too aap ka loss nhe ho ga loss hamaishan hamari galti say hota hai hamain ap nay kam main hard work ke zarorat hoti hai her time
            • #7 Collapse

              g bhai apki bat sahi hai forex trdaig main jub hum tdaing karty hain tu os k liye zarori hota hai k hum relex mind k sath trdaing karen q k jitna hum fresh ho kar trdaing karengy otna he acha result mily ga aghr hum trdaing se pahly he loss k dar se trade lagty hain tu wo dar hmara such ho jta hai or hmain loss ho jta hai es liye hmain dar ko khtm kar k trdaing karni chahye
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Musakhan پيغام ديکھيے
                Yeh bat sch hy k jo members forex main loss hony sy drty hain uni ko forex main loss ho jata hy to is liy nadar ho k forex ko kro aur hard work kro forex main apko earning zaroor ho gi
                Bhai jab bhi aap koi kam karien to apko is kam k plus points ko daikhna chahye q k agar hum minus ko daikhain gy to kabhi bhi kam nahi kar sakain gy isi tarah forex k plis points ko daikhain k proft bany ga minusbko nae k loss ho jaye ga tab e kamyaab hoon gy
                • #9 Collapse

                  Ji haan main aapki baat se agree Karti Hoon Forex trading main Zyada log Apna loss fear ki wajah se Karte Hain agar aap Forex trading Mein confident Ho Kar kaam karte hain phir aap accha kaam kar sakte hain Apne Apne Andar Se Dar Ko Khatam karna hai aur aapne confident hokar kaam karna hai apne andar confidence ko increase karna hai aur phir kaam karna hai
                  • #10 Collapse

                    g han bilkul thek kaha ap ny ma b ap sy agree krta hu.k jis tread my humy loss ka khauf na ho humy us mu loss nahe hota .us my profit he hota hy .or jis tread my loss ka khauf ho us my humy loss ho jata hy or kbhi kbhi to account b wash ho jata hy .is liay hum jb b tread kry to loss k khauf sy bach kr kry .
                    • #11 Collapse

                      g bilkuall ap ki bat bro thek hy ap thek hy agar ap k is suggestion sy mn motfiq hno is agar darey samjho wo mery ga or yahne mery kahne ka maqsad hy jo dary ga is ko loss lazmi aye ga ap dil khol kartey hny ap ko na hi koi loss aya or phr profit bhe aye ga''
                      • #12 Collapse

                        loss se khauf nahi lena chiaye mazeed loss hojay ga loss ko protect karna ak art ha and aisa tab hi ho sakta ha jab hum market ma achi position open karen misal ke tor par agar market ki candle up trend ma ban rahi ha tu phir humein market ma buy trade karni chahye and agar market ma Japnes candle sell ma ja rahi hoti ha tab humein chahye ke hum sell ma trade karen is taran se humein market ma kabhi b loss nahi hoga
                        • #13 Collapse

                          Dear aik bat to ham na sunniy hai k jo dar gya ho mar gya is lai jab hamary main ksi cheeze ka khouf hota hai to fianally ham ko loss ho b jata hai is lai dear lazmi hia k ham jab order place karin to zara market main tasalli kar , or agr market hamry soch k mutabik nahe ja rahe to ham wait kar lai per jab ham order laga lain to tab ham ko wait he karna hota hia jab tak hamara order excute nahe hota .
                          mazeed ham ko agr loss b ho jay to ham ko worry hona nahe chahay q k forex main to loss ho jata hai . hamain bas yah daikhna ho ga k next ham kaisa order lagian k loss se bach jain . yani loss se ham na jo learn kia hai us se bach jain.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Musakhan پيغام ديکھيے
                            Yeh bat sch hy k jo members forex main loss hony sy drty hain uni ko forex main loss ho jata hy to is liy nadar ho k forex ko kro aur hard work kro forex main apko earning zaroor ho gi
                            bhai me is bary me srf itna kahunga k ager ap k pass achi learning ho to ap ko kabi bi khuaf nai hoga forex me balky ap k pass or ziada confidence ayega or ap apni loss ki ratio ko mazeed kam se kam kar sakty hain so jtna ziada learning utna ziada profit loss har business me hota hai lekn ap loss ko kam kar sakty hain experience se.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main loss k khauf sy loss ho jata hy.

                              Forex trading main loss ka khouf say loss ho jata hay. que kay new trader hotay hain aur wo marekt ko dar dar kay trade ker rahay hotay hain lakin loss phir bhi ho jata hay. is liye market ko dar ker kabi bhi trade nahi kerna chahye. hamesha market ko dekh ker aur tahammal say trade kerna hi trader kay liye behtreen sabit ho sakta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X