Ziyada tar traders stop loss q nahe lagate ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada tar traders stop loss q nahe lagate ?
    Jahan buhot say traders stop loss lagate hai aor eskay favour mai hote hai wahan buhot say aise be traders hai jo stop loss lagate he nahe aor eski waja wo markets ki recovery ko byan karte hai yane wo samajte hai k market zaror retracement karta hai yane losses ko recover karta hai jeski waja say stop loss lagana nahe parta par maire khyal mai stop loss buhot he zarore hai trading mai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar analysis acha kiya jaye aur lot size ko account ki worth k mutabiq lagaya jaye to phir kabhi bhi ap ka account wash nhi ho sakta..kuch traders lot size is liye use nhi karty hain q keh wo market k deep analysis kar trade place karty hain aur agar trade reverse ho jaye to un ko yaqeen hota hai keh yeh virtual move aur market un ki favour main zarur aye gi..
    • #3 Collapse

      Traders ki apne apne strategy hoti hai ab ye bat be bilkul teek hai k aise be buhot say traders hai ho stop loss lagate he nahe wo market k recovery tak wait karte hai so ye depend karta hai trading plane aor strategy par k wo kis tarha osko use karta hai apne trading k leye
      • #4 Collapse

        dear koch traders confidence key sath trades open karty hey jes ki waja se wo stop loss lagany ko zarori nahi samjty hey, agar trading confidence key sath ki jaye to be stop loss zaror lagana chaye.
        • #5 Collapse

          Bhai ye to hr kisi ki apni strategy he , men ny aik trader se is baary bat ki thee us ny sl set kai ,uska total balance 200$ ka markete ki movement lit size ka bara hona usko ly dooba,.rkete k wapis any tk yska account minase (-) me ja chuka tha, healthy balance waly traders aisa kren to kuch samajh ati he magr itny kam balance pe sl zarur set kren,
          • #6 Collapse

            Trading ma aik baat zarur yaad rkhni chahya ky stop loss ko zarur lgana chahya iska faida ya ho ga ky ap zyada loss sy bch sky gy . buht sy log is liya nai lgata ky again movement ho gi tu profit ho ga wo trade agr waha ja kr stop ho jy tu phir apko loss hi brdsht krna prta
            • #7 Collapse

              g ahn stop loss tarding mainlgna boht zarori hai es k bagir trdaing main rsik bharta rahta hai or loss hony k chances bhi boht hoty hain jub k es ko use karny k bad boht sary rsik ko kam kiya ja skat hai or trdaing main loss hota bhi akm hai es ko use karny k bad es liye apni trading main hamisha stop loss use karen sub trdaor achy profit k liye
              • #8 Collapse

                good question .bahi mary khyal my zayda tr treaders stop loss is liay nahe lagty k un k pass jo bounce hota hy wo bohet zayda hota hy.or un k khyal hota hy k agr tread loss my gai hy to profit my b ayi gi is liay wo wait krty hn or stop loss nahe lagty.lkn kuch treaders k pass bounce km hota hy or wo stop loss is liay lagty hn k agr unhy loss ho gia to un ka account b wash ho sakta hy.
                • #9 Collapse

                  g bhai apki bat sahi hai forex main jahan hum take profit ko lazmi set karty hain wahan hmain stop loss ko bhi set karna chahye stop loss ka hmain faida he hota hai koi nuksan nahi hota hai es liye es ko apni trdaing main set karna chahye ta k hmain zeyda loss na ho saky or hum achi trdaing kar k profit gain kar saken
                  • #10 Collapse

                    Mera bhi yahe khayal ha k stop loss nai lgana chaheay kyun k market k wapas reaction k lafi chances hotay hain. Kuch log stop loss lgatay hain kuch nai lgatay har banday ki apni apni stragty ha lekin meray khayl main stop loss lganay ki zarurat nai. Kyun k agr stop loss lgaya jaye to apki wo trade loss main close ho jaue gi. Apni tarf say har mumkin koshish krni chaheay k trade loss ki bjaye profit main close ho.
                    • #11 Collapse

                      Me khud apni trading me stop loss ko use nai kerta hun q k stop loss use mene kiye hain apni trading me to ziada ter stop loss hit ho jate hain or phr market back b ho jati hai to mene phr stop loss ko use nai kera or baki take profit ko must use kerta hun apni trading me jis ka bohat faida hota hai baki stop loss me is liye b use nai kerta q k me low risk me trading kerta hun to stop loss ki itni need nai rehti.
                      • #12 Collapse

                        G Bilkul, Stop Loss use Nahi krna aapkay liey Boht he Dangerous ho sakta hai. aur is Umeed main rehna keh Market retrace kray gi, ek Trader ki sab say bari ghalti hoti hai. Chahey Jo bhi ho, S/L zaror use karain. Main khud bhi S/L use na karnay ki wajah say muta'adid bar apna account StopOut krwa Chuka hon.
                        • #13 Collapse

                          g han stop loss na lgaaya jaye aur market se recovery ka wait kiya jaye
                          • #14 Collapse

                            stop loss ka use na karna bewkufi ha account safe nahi rehta mostly traders jo hain wo stop loss ko use nae karte hain or esa bilkul bi nae karna chaiye humain almost har trade main stop loss ko lazmi use karna chaiye ku ke is se hamara account safe rehta ha or hum bare loss se bech jate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g haan bhai jaan pa ne sthek hi kaha hai k as main traders stop loss nahi lagate hai woh as waja se hai q k aun k pas bonus kafy hota hai as liy hi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X