trade lagany k bad apny ooper ehtmad kio ni hota.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade lagany k bad apny ooper ehtmad kio ni hota.
    Forex ki market main un members ko apni trade p ehtmad ni hota aur loss ka dr hota hy jinko forex ka knowledge aur experience ni hota hy to is liy sab sy pehly forex ka ilm hasil kro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap ki bat theak hai apna ehtmad bahal krna ka lia experince gain karain jab ap ka pass experince zyda ho ga tu ap ka andar khud ahtemadi bahra gi or ap ak acha trader bana gain
    • #3 Collapse

      Dear asal mai baat ye hai k hum jab market ko dekhty hai to aus time analysis ni karty aor jaldi se trade laga dety hai aor aus k baad hum jab aram se market k analysis karty hai to samjh aati hai k hum ne ghalt trade laga di hai aus time wo trade close bhi ni karty aor loss zayda hota rehta hai ais liay hamesha trade lagany se phly work out krna chaye aus k baad jo achi trades mily sirf wohi lagani chaye.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
        Forex ki market main un members ko apni trade p ehtmad ni hota aur loss ka dr hota hy jinko forex ka knowledge aur experience ni hota hy to is liy sab sy pehly forex ka ilm hasil kro
        Bhai Aisa isliye Hota Hai Kyun Gaye Hum market ko Bina dekhe hai trailer Dete Hain aur hame nahi pata Hota ki market ki side Bhaag Jayegi Agar Hum acche analysis
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          G bhai apny bilkul theak kaha waisy aisa tab hota hy jab hum market ko read kiye bgair apni trade open kar daity hain to hamain aisi muskilaat ka samna karna parr jata hy isliye apko chahye aisa na karien market ko read karna seakhain
          • #6 Collapse

            g han apki bat sahi hai or main apki bat se garee karta hun es liye hmairy liye forex main achi leraning se he hum achi trdaing kar skty hain es liye hmain forex ki leraning karty rahna chahye or jitna hos aky otna he demo account use karen ta k hmain expernce hasil ho trdaing ka or hum achi trdaing kar saken
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Ye tu theek baat hai ke jo log tukay se trade kartay hain un ko apnay trade per etemad nahi hota aur woh bas duaon aur luck ke saharay per bethay hotay hain. Aur aik bat zehen nashen kar lain ke jab tak aap khud mehnat nahi karo gay duain aur luck aap ka hamesha saath nahi de sakti.

              اب آن لائن

              Working...
              X