Profit ya loss kaisay hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit ya loss kaisay hota hay
    forex trading main profit aur loss kaisay hota hay wo aisay he jab hum market main trade place karty hay maslan agar eurusd ki price 1.1700 hay aur hum nay es price par trade buy ki place ki hay to agar market ki price kuch dair baad 1.1710 par aa gai to humay 10 pip ka profit ho jata hay aur agar yahe price kuch dair baat 1.1690 par aa jaye to humay market main ulta loss ho jata hay 10 pips ka aur humary har pip ki value humari lot kay hesab say ho gi aur humara profit loss bhi es lehaz say count hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading mein jitna ap ka experience zyada ho ga utny ap k chances kam hon gy loss k... agr ap market ko samajh kar trading kar rahy hain to ap ko profit hasil ho ga. Trading hamesha soch samajh k kren
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Vaseem پيغام ديکھيے
      forex trading main profit aur loss kaisay hota hay wo aisay he jab hum market main trade place karty hay maslan agar eurusd ki price 1.1700 hay aur hum nay es price par trade buy ki place ki hay to agar market ki price kuch dair baad 1.1710 par aa gai to humay 10 pip ka profit ho jata hay aur agar yahe price kuch dair baat 1.1690 par aa jaye to humay market main ulta loss ho jata hay 10 pips ka aur humary har pip ki value humari lot kay hesab say ho gi aur humara profit loss bhi es lehaz say count hota hay
      bhai profit ya nuksaan aap ki management aur aapki calculations ki wajah se hota hai Kyunki aap market ko proper read kiye bagair Apne Se Laga Dete Hain Jis Ke Neeche mai aap Ko nuksaan Uthana padta hai
      • #4 Collapse

        G haan ye sab basic cheezin hain aur aap ko jo bhe banda forex introduce karwaata ha wo aapko batata ha k ye sab kaam kesy karna hota ha. Lekin aap ny ye cheez bata de ha es ka faaida jin logon ko ilm nahe un ko zaroor ho ga. Aur basics ka pata hona har kisi ko zaroori ha jis se pgir demo par practice ke ja sakti ha.
        • #5 Collapse

          Je ha brother You are Right but forex me trade karne se pehle apko market ka jaiza lena chahiye ke jis pair pe ap trade kar rahe ho wo kaha ja raha he pher ap market ko hart time frame me check kre ke market up he ya down he agar down he to wait kare pher ap market ke 2 candlistick up hone ka wait kre agar 2 CAndle buy ke ban jaye to ap trade buy ki laga dy apko bohot zyada munafa aaye ga ye mera Azmaya howa he
          میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
          انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
          وہ خود ہار نہ مان لے
          Posts Ache Lage to please Click Thanks
          • #6 Collapse

            han je vaseem apne bilkul sahe info di hai k hume forex market me profit and loss kasay hota hai layken esme spread bhi shamil hota hai jisko ap batana bhul gaye hain jo k brokers k pas jata hai es lia uska bhi zikar hojata to zada acha tha
            • #7 Collapse

              dear profit ya loss hamari trading me timing par hi depend karta hay, agar news update mil jaye ya market ko achi tarha analysis karny key bad trades open key jaye to loss key chances kam aur profit hony key chances zeyda ho jaty hey.
              • #8 Collapse

                aslam o alikoum dear brother forex main sub say phly too y hai kay aap ke es ke information honi chahaiy kay y kn sa business hai aur es main kam ksy hota hai y aik online work hai es main currency exchange hoti hai aap different currency per aap trading kr sakty hoo un currency ko aap buy aur sell bhi kr sakty hain agr aap ke trade buy per hai tab bhi aap ko faida ho ga sell per apki trade ho gei tb bhi aap ko faida ho ga
                • #9 Collapse

                  agar hum ye baat mind main rakh kar trading karen gay keh market main humay profit loss kaisay hota hay to he hum market main achi trade kar sakty hay so humay es business main khoob money management karni chahiye kyun keh money managemnet karnay kay bgair hum market main earning nahi ulta loss ka samna karna parta hay
                   
                  • #10 Collapse

                    g bhai apki bat sahi hai forex trdaing main loss or profit market ki price se he pat alg jata hai k hmain loss ho rha hai k profit ho rha hai es k liye hmain pips ko dekhna hota hai jub market ki price bharti hai tu profit ho rha hota hai or jub down main jati hai tu loss ho rha hota hai ap ki post se hmain achi trha es bat ka knwledge mil gya hai
                    • #11 Collapse

                      slam g bhai ap nay boht achi information di ha is trha ki information say hmary knowledge main kafi azafa ho jata ha s kay sath hmay kafi experince bi mil jata ha k hmay loss ki surat main kia krna chahaye
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Vaseem پيغام ديکھيے
                        forex trading main profit aur loss kaisay hota hay wo aisay he jab hum market main trade place karty hay maslan agar eurusd ki price 1.1700 hay aur hum nay es price par trade buy ki place ki hay to agar market ki price kuch dair baad 1.1710 par aa gai to humay 10 pip ka profit ho jata hay aur agar yahe price kuch dair baat 1.1690 par aa jaye to humay market main ulta loss ho jata hay 10 pips ka aur humary har pip ki value humari lot kay hesab say ho gi aur humara profit loss bhi es lehaz say count hota hay
                        AOA Bhai Mary khal ma AP bilkul theek ky rhy ho Right but forex me trade karne se pehle apko market ka jaiza lena chahiye ke jis pair pe ap trade kar rahe ho wo kaha ja raha he pher ap market ko hart time frame me check kre ke market up he ya down he agar down he to wait kare pher ap market ke 4 candlistick up hone ka wait kre agar 4 CAndle buy ke ban jaye to ap trade buy ki laga dy apko bohot zyada munafa aaye ga ye mera Azmaya howa he
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          market main hum jab kam karty hain to is main profit b hota hay or loss b hota hhay so humain active ho kar kay kam karna ho ga is main agr kuch gain karna hay to is kay liye humain apni leraning quality ko acha karna ho ga kaun kay market main ziada loss lack of leraning ki base say hi ho sakta hay
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            market main profit b ho sakta hay or loss b ho sakta hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market ko understand kia ja saky huamin is main ziad aprofit humare achi learning say hota hya humain ziada profit humari best practice say hota hay hard work kar kay market main ana ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              profit b hota hay or is main loss b hota hay magr humain jb order kp lace karty hain to is main don o sorton ko face karna parta hay humain agr kamyabi hasil karni hay to isi rules ko follow karna ho ga in ko sikhna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay is main hard work kar kay kam karna hota ha y

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X