Aik condition asi jis mei hichkichahat hoti ha aur loss hojata ha phr

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik condition asi jis mei hichkichahat hoti ha aur loss hojata ha phr
    New traders aur first time jo traders invest krtay hain wo iss chakar mey hotey hain k jaldi se kamaya jay unhy chaiye jab tak strategy ya ap ki planing k mutabik trade nai
    Ap soch rahay ho k trade krun ya na krun asi situation ha market mei then ap ko side pe rehna faida ha asi situation mei trade krogay tou loss hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap theahk kah raha hain ya natural si bat hai ka insan jab koi new kam start krta hai os ka ander passion hota hai is la jald bazi mai profit hasil krna ka chakar mai nuksan kr data hain or account wash ho jata hai
    • #3 Collapse

      G han ye us waqat hota hae jab apko clear trend na mil raha ho ya apko trend ki samjh na aarahi ho aur aap confused hon trade lagany men aur apko sahi trade ka setup na mil raha ho aur agr aisi soorat e hal hoto aap trade na karren aur mazeed forex ko study karren.
      • #4 Collapse

        Market main aap ko hitch katca hat tab he hoti hai. Jab aap ko pata hota hai.
        Kay market main aap ne wrong entry li hui hai.
        dear aap ko pata hona chahiye Forex trading mein MHRD Ek Aisa matlab hota hai matlab Ke Hum psychological mistakes Kasi Jyada Karte Hain Humko Bhi Ek trade close Karte Hain Log mein lois mein Sher Kabhi dusri trade close kar dete Hain Kadi Hamara market angest Chali gayi hai toh hum hi nahi karte.
        Jis waja say aapke sakte hain ki Hamare instaforex bonus account ke upar Hum ISI psychology kal mistake greed and fear uski wajah se Bar Bar trading close Karte Hain Jis wajah se Hamara overall loss ho jata hai Hum market Mein Harsh strategy aur pair trading karne ki koshish Karte Hain Khwaja Hai Hame Hamesha Akshar traders ko loss hi hota hai market mein
        • #5 Collapse

          hichkichahat ap ko tab hoti hay jab ap ko trade lagani yani ahci entry nahe nikaalni aati tab he ap ghalat trade karogay ur asi condition mei trade nahe karni chaiye jab ap ko achi position na mil rahi ho ye cheez ap ko clear krnay kay liye ahci strategy ki grip ko strong krna chahiye takay ap puzzle hokar wrong trades na karain
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Bhai jan hume is pair py trading krni chaiye jis main hume mukamal pta ho k hime is main profit hasil ho ga tab hume trading k liye tiyar hona chaiye agr lose se bachna hai tu

            اب آن لائن

            Working...
            X