Mistakes ko improve karna big power ha loss killing ki

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes ko improve karna big power ha loss killing ki
    Loss k baray mei ap ki ghalti

    Dear friends loss market ka hissa ha theek ha ap ko loss hota ha ap ko ye bataoun loss wo log nahe rok saktay jinko loss hota ha aur wo loss ki wajah talaash nahe kartay aur unko maloom b hojay k unho ney greedy kaam keya emotional huway kuch planing nahe thi wo apni ghalti ko improve nahe karen gay result ye hoga loss he loss hoga
    agar ap loss ko rokna chahogay mistakes ko improve krogay tou improve of mistakes powerful ha ap ko profit ki taraf le jay ga.
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    slam ap nay bilkul sahi kha ha main ap ki bat say agree houn waqi apni galti ko drust krnay ki bjaye phr wo hi galti dobara kr laity ha is liay insan ko apni galti ko drust krna chahye aur lalch nahi krna chahye
    • #3 Collapse

      yes of course Forex trading mistakes Kokil karna Yeh sabse achi situation hoti hai aap ko pata hona chahiye Forex trading mein Hum Jab Bhi trading Karte Hain Jo Humne apni mistakes ko repeat nahi karna chahiye lekin Forex trading and financial assets aur Iske psychological impact Kafi zyada hota hai Jis wajah se hum Apne motions to control nahi kar sakte aur Hame Kabhi Na Kabhi loss Surroor Hota Hai
      • #4 Collapse

        Well dear apny kamyabi k liay acha points bataia hae k jab tak ham apni ghaltion ko kill ni karren gy to us waqat tak ham kamyabi hasil ni kar sakty to lihaza behtr ye hae k ham apni ghaltion ko dohrany ki bajaey khatam karren ta k hamari trading men improvement aey.
        • #5 Collapse

          je haan wo trader jisko loss hota ha wo apni mistakes ko improve nahe karta wajah talaash nahe karta k loss kasay huwa wo phr success kasay lega meri unn logon ko recommendation hay ap seekhnay ki try karain ap khud kamyabi milay gi lakin ap mistakes ko lazman improve karain
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            dear is main koi bat nahe k ham ko forex mian loss ata hai ya ham forex main mistake karty hai q k jab tak ham mistake nahe krian to ham ustime tak forex ko understand nahe kar sakian . to simply agr ham forex main loss ho jata hai to ham ko use worry honey ki zaroorat nahe hai. balky zaroorat is bat ki hai k ham kiss taraha apny mistake ko kam kar skty hai. yani mistake honey per ham ko worry nahe balky bahter kam karny ki zaroorat hoty hai.
            • #7 Collapse

              G han ap ki bat bilkul theek hay aur may ap ki bat se 100% agree karti hun humay trading may apni mistakes ko zaror follow karna cahiay aur in se sikhna bhi cahiay k hum sr kidar kon secmistake hui hay take hum is ko recover kar sake aur dibara wo galti na kary agar hum aesa kary gay tou hum boht acha profit gain kary gay apni mistakes ko khtam jarna boht zarori hay humary liay
              • #8 Collapse

                Loss ka daromadar trader per hi hota hai jb kam bar aisa hota hai ke market bilkul opposite ho jay .Loss ka hona koi bari bat nai hai lekin us loss ki jo wjh hoti hai us ko dondna aur us per home work kar us loss ke pichy ji ghalti hoti hai us ko point out karna sb se bari kamyabi hai .Mistake ko usi sorat main dour kia ja skta hai jn jb apko us ka pta chal jay
                • #9 Collapse

                  G haan mistakes jab ap improve karogay yakeenan ap ka loss kam hota jay ga mean ap account ki mistakes se nikal jaogay ap ki trading performance achi hoti jay gi jab tak ap mehnat nai krtay apni skills ko strong nai kartay loss hota rahay ga iss sey bachnay ky lye mehnat chaiye
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: shaukatje پيغام ديکھيے
                    Loss k baray mei ap ki ghalti

                    Dear friends loss market ka hissa ha theek ha ap ko loss hota ha ap ko ye bataoun loss wo log nahe rok saktay jinko loss hota ha aur wo loss ki wajah talaash nahe kartay aur unko maloom b hojay k unho ney greedy kaam keya emotional huway kuch planing nahe thi wo apni ghalti ko improve nahe karen gay result ye hoga loss he loss hoga
                    agar ap loss ko rokna chahogay mistakes ko improve krogay tou improve of mistakes powerful ha ap ko profit ki taraf le jay ga.
                    Ghalati karna ghalati nahi he magar ghalati dohrana ghalati he
                    Agar kisi ghalati ki waja se apka loss hojaye tu ap apna plan or strategy thoda change kr k phr trade kary phr dekhna profit hoga lekin agar phr b loss hojaye apki apni kisi ghalati ki waja se phr ap trading chor kr koi job kry behtar yahe hoga
                    • #11 Collapse

                      Why not dear forex main jo bhe traders apni mistakes ko accept kerta hia wo bare achieve kerta hai our jo bhe api ghaltioun ko maan leta hai its mean pher wo un ki correction ka bhe souchy ga us leay app bhe apni mistakes pay tawaja dain gay to pher he app us main ache earning ker saginga gay our app ko us business main real success milgay
                      • #12 Collapse

                        G loss hota to part of buisness hay lekin loss se improvement karna aap ko aana chahey aur ko bhe part of buisness bnaana chahey. Jahan tak aapko es k faaidy ka taaluk hay to wo long term ma jab trading karoo gy tab aapko es ka faida nazar aanaa suru ho jaay ga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Forex forum k tamam member se ye bat khni ha k dear insan hamesha apni ghaltion se sabak seekhta hy,forex men ham Jo bhi mistake Karty hen hamen chahye ky ham apni unhi ghltion se experience hasil karen or try karen ky ye galti ham se dobara Na ho,hamen chahye ky ham strategy adopt karen jiss se ham loss se Bach saken or ziada se ziada earn karen.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X