Mukhtalif indicator ka result mukhtalif hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mukhtalif indicator ka result mukhtalif hota ha
    Indicators k baray mei kuch ghalat miss understandings :-
    Dear members bohat sey log hain asay jo kehtay hain indicators theek nahe hotay work nahe kartay koi kuch soch rakhta ha kuch log kuch,
    indicators bohat powerful hotay hain...
    indicator ko samjhnay k lye ap ko time chiaye uski working kya ha wo kasay ap ko market analysis karta ha uska indicate karna kasa ha ye ap ko sab seekhna parrta ha uska method samjhna hota ha,
    jasay RSI uska apna function ha uska apna result ha
    Bollinger band ha uski apni working uska alag function aur result hoga
    behtreen baat ye ha ap pehley indicator ko uss expert trader se samjho uss se kasa faida liya jay esko seekhna zaroori ha tab ap ko indicators ap ko faida den gay
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    slam ye ap nay achi bat khi ha ye bat drust ha koi bi indicatior ap ko perfect information nae bta skta specially jab news aty ha phr indecator kam nahi krtay ye bat bi drust nahi ha indicator help nahi krtay baz indicator 80% drust result datay hain mera mashwra ha news activitey kay doran indicator pr km say km brosa kray normal days main ap inhay use kr sktay hain
    • #3 Collapse

      Bhai jaan har indicator ka apna ik alag maqsad hota hae aur ye zaroori ni hae ik hi indicator sab pairs k liay fit ho ni aisa ni hota aap sab say pehly indicators k bary men janty hon k iska kia role hae aur phr uss pair pay usko lagain jis pair k liay wo suite b karta hoto phr apko acha result milly ga.
      • #4 Collapse

        Yes aap ny kafi acha explain kiya ha indicators le importance ko. Aur indicator aap k madad gaar hoty hain aapko ye indicate nahi karty k lazmi aap wohi follow karo lekin aapke Strategy aur aap k analysis ko aapky indicators aapko support karty hain. Aur un indicators ke wajha se aapko confidence milta ha. Es ly aapko indicator ka istemaal lazmi karna chahey.
        • #5 Collapse

          G han indicator hunari trading k liay boht imported hay indicator ko bhi us ki working ko pehly sikha jata hay indicators ap ko direct trade nai dete balky wo market k strong trend ya reversal patren batata hay
          • #6 Collapse

            yes of course Forex trading mein different indicators for different result Hota Hai ek baat ka khayal rakhna chahiye Hum Jab Bhi Apne instaforex bonus account ke upar trading kare Tu Jab tak 324 indicator matlab 3 HR indicator sem result show na ho raha hotab tak hame koi bhi trade nahi Lena chahiye isliye Hame chahiye Hum Jab Bhi Apne bonus account ke upar trading Kare Agar to high probability opportunity Ho toh Hame chahiye Ke Hum trading Karte bucket share the money management Ka Khayal Rakhe Kar Ke Humne Kasi Hai profit Ho Jaye Oru second liye mein chahiye ke apne instaforex bonus account kyun kar Kabhi b I am lothigh volume lot size na purchase kare Kyunki instaforex isko cheating strategies main count kar sakte hai
            • #7 Collapse

              Indicators different purpose ke liye use Kiya Jata Hai Har indicator ka ek Apna purpose Hota Hai agar Hum indicator ke combination ko use karte hain aur jab indicators Milkar Ek common signal Dete Hain To wo signal bahut powerful hota hai aur Forex trading main Us signal Ko Hum Adobe Karke Apne position open kar sakte hain aur maximum profit Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                je haan mukhtalif indicators ka mukhtalif result hota hay ap ney theek kaha logon ko samajh hoti nahe 2 hya 4 din indicator laga kar remove kar detay hain kay usko samjh nahe jab kay indicator ko pehlay achi tarah seekhna samjhna uski working ko janna bohat zaroori hay indicator base strategies expert traders use kartay hain indicators ki bohat value hoti hay
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  G han teading may boht se indicator use hote hay jin par hum kaam kar sakte hay aur inidicators ka istmal kar k hum achi income bhi hasil kar sakte hay lekin us se pehly zarori hay k hum indicatores ko sikhe un par kaam karna sikhe
                  • #10 Collapse

                    AOA all of you. Me apni opinion ap logo say share krna chahu ga jo log kehtay hain k indicators kaam nai krray ya sahe trading signal nai detay to me un say disagree kru ga aur yeh kehna chahu ga k indicators ka fault nai hota fault hmara apna hota ha hmain indicator ki samjh nai ati aur usko ghalt concept main lay k trade lga detay hain aur phir loss hota ha to indicator ko blame krtay hain so me yeh kehna chahta hun k pehlay indicators ko achi tarha samjhain us k bad trading krain. Aisay he indicators ko blame krna thek nai.
                    • #11 Collapse

                      Sb indicato5aik jesay nai hoty aur in ka result bhi kafi mukhtalif hota hai is ley indicator choose karte waqat bhi expert ki agr help mil jay tu achi bat hai. Indicator trading main bahat help dety hein aur apki trading aik profitable trading ho jatihai
                      • #12 Collapse

                        G haan har indicator ka result apna apna hota ha koi reversal patren pe kaam karta ha koi strong trend ko show karta ha jiski jo working hoti ha woh wasi he performanve deta ha indicators ka use acha ha ap ko krna chaiye apni trading mei
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          her indicator ka formula mukhtalif hota ha aor her indicator ko mukhtalif market condition main kam kerny k liy design kia jata ha
                          iss liay aik he market condition main jub different indicator ko apply kia jata ha then result aik jaisay ni aty

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X