New Traders ka start ka decision bohat important ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New Traders ka start ka decision bohat important ha
    dear members ap k koi bhi dost aziz forex jo join karna chahtay hon tou onkay liye behtreen instruction behtreen hadayat :
    Dear friends bohat sey new log forex ko shok sey join kartay hain
    lakin bohat sey mehnat kartay hain aur maximum log mehnat ki taraf nahe jatay aur loss essi wajah se kartay hain kyon ap ko chaiye ap apnay forex pe aanay waalay doston ko samjhao k agar forex krni ha pehlay long time learning krni ha yahan ap ko hardworking krni hogi tou ap ko success hogi
    warna ap k lye yahan koi jaga nahe
    ap kindly logon ko ye kah kr forex mei le kar ao
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    slam ap nay bilukl sahi bat kahi ha is business main ap ko mehnat ki zrorat ha waqi khuc log mehnat nahi krtay phr loss pay loss krwatay ha is business main ap ko mehnat ki knowledge ki experince ki boht zrorat ha ap bgair mehnat kay kisy bi kam main kamyabi nahi hasil kr sktay
    • #3 Collapse

      yes of course I'm a Forex trading mein new traders ke sath decision Jarur Lena chahiye aur Hame chahiye ke apne bonus account ke upar Jab Bhi Hum trading kare Toh acche se kare aur saath mein chahiye .
      Hamari Zyada discussion Forex trading money management stop loss take profit support and resistance area K related honi chahiye
      aur iss ke Laga Apne junior member se usne do experience Castle Kiya Hota Hai Bosch share karne se kaafi Jyada knowledge gain hota hai aur Hume Kasi accha profit Hasil ho jata hai Punjab knowledge sharing hoti hai tu apni Galti hone ki correction hoti hai
      • #4 Collapse

        Traders ko sabse important hoti hai unki learning jab tak Unki learning complete nahi hoti Forex trading Main Woh Apna Kaam start Na Kare aur unke liye sabse Pehla step hota hai Forex trading Main Apni learning ko complete karna Unki success Unki learning para depend karti hai
        • #5 Collapse

          G han ap ki bat bilkul theek jo bhi new trader hay unhe cahiay unhe cahiay wo is market may ane se pehly achi tarha learning kary is market ko samjhe is k vary may tammam knowledge rakhe aur phir is market ko join kary aur boht zarori hay apny andar ki greed ko khtam kary agar aesa ho tou unhe trading business join karna cahiay warna nai
          • #6 Collapse

            je haan ye common issue ban gya ha log forex ko join kar letay hain seekhtay nahe mehnat nahe kartay esliye ap ki baat theek hay koi bhi new trader join karay usko advance kehna chaiye forex business pe ap ko bohat mehnat krna hogi nahe kartay tou ess mei sirf loss karogay aur agar success chaiye tou pehlay experience gain kro hardworking kro
            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

            PLEASE VISIT HERE
            • #7 Collapse

              G Bhai Jo new trader hoty Han unko start mein kafi help ki zarurat hoti hai...to unko chahya KisI achy trader SA mil.ka trade Kia Karan aur us SA unka hosla ziada ho ga .
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                News trader ko chaye ke apny zain per raton rat ameer bnany ki koshsh ko khtam kar sakoon aur kachway ki chal se is business ko shru karna chaye tahke agr ja kar ki pershani ka samna na karna pary .Pegla decision hi akhri decision hota hai is ley faisla lety waqat pur sakoon ho kar raye qaim ki jay.New trader shru main kafi jazbati hoty hein is ley old trader ko un ki is bare main rehnomei karna haq bnta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X