Choosing Lot Size
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Choosing Lot Size
    Kamyab trading kay liey sahi lot size ka intikhab karna bohat zaroori hota hay umoman traders kisi andazy say lot size ekhtyar karty hay agar samjhty hay keh trade up aur conferm hay to bgair sochy samjhy apny balance say ziada lot lga daity hay aur agar price ulat chalna shuru ho jaye to chonkeh balance kam hota hay es liey jaldi khatam ho jata hay lot size ekhtyar karnay kay liey aik formula use karna chahiye eska faida ye hay keh kai trades main nuqsan kay baad bhi mazeed trades kay liye humary pass balance bacha rehta hay aur hum market say bahir nahi hoty lot size calculation
    Balance Lot Size
    100 .10
    200 .20
    300 .30
    400 .40
    500 .50
    Ye lot size instaforex kay hesab say di gai hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han dear ap ne achi tips share ki hai hume is ko fallow kr k trading krni chaiye bonas jintna zada ho ga utni hi achi trading kr sakts hein hum is maon hume ia main phaly acha bonas hasil krna chaiye
    • #3 Collapse

      Lot size jis trader ko adjust krna aa jay wo kamyyabi ki taraff aik bahot ara qadam utha leta he , hmari lagai gai trades me lot size ko bahot ahmiat hasil he, agar lot size theek se adjust nai he to ho sakta he 20$ ka loss 100$ me parr jay ye aik misal di he,
      • #4 Collapse

        lot ko chose kar kay humain likhna ho ga kun kay jab hum kam karty hain to is main lot kay size ko apny experience ki base say hi lagana ho ga jis say market main kam karna huamry liye kafi acha ho sakta hay jis say market ko understanad karna ho ga ta kay market main loss km ho sakay high risk ko avoid karna ho ga
        • #5 Collapse

          lot ko select karnay kay liye humain apny balnce ki traf b dykhna hota hay agr hum ziada balnce rakhty hain yani hay humain account main ziada balance hay hum is main high lot b laga sakty hain or agr km balnace say to us hisab say hum utni lot b laga sakty hain magr humain hogh risk say avoid karna ho ga
          • #6 Collapse

            trading me lot size ko kam ya zeyda select karny se ham risk ko be kam ya zeyda kar sakty hey, mera expernice to ye hay key apny trading account key capital ko dake kar hi lot size ki calculation planing key sath karni chaye
            loss aur profit hamesha lot size key kam ya zeyda laga deny par hi depend karta hay hamy chaye key ham lot size use karny me ehteyat karen.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
              Kamyab trading kay liey sahi lot size ka intikhab karna bohat zaroori hota hay umoman traders kisi andazy say lot size ekhtyar karty hay agar samjhty hay keh trade up aur conferm hay to bgair sochy samjhy apny balance say ziada lot lga daity hay aur agar price ulat chalna shuru ho jaye to chonkeh balance kam hota hay es liey jaldi khatam ho jata hay lot size ekhtyar karnay kay liey aik formula use karna chahiye eska faida ye hay keh kai trades main nuqsan kay baad bhi mazeed trades kay liye humary pass balance bacha rehta hay aur hum market say bahir nahi hoty lot size calculation
              Balance Lot Size
              100 .10
              200 .20
              300 .30
              400 .40
              500 .50
              Ye lot size instaforex kay hesab say di gai hay
              Salam Bhai Mary khal ma lots size select krna AP per inhisr hota ha is lya ager AP ky pass bonus zyada ha to AP lots size bra select KR lo ager bonus km ha to lots size km select krlo
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                forex trdaing main lot size ko beri ahmiat hasil ha lot size humain apni amount aur money management k motabiq rukhna chahiay ager humay pass trading account main 100 dollar hain aur trade 1 lot size ker rahy hain then 10 pips per hamara account wash ho gay ga aor ager hum itni he amount per lot size 0.01 rukhty hain then hamara account itni juldi below ni gay ga iss liay humain apni amount k motabiq lot size rukhna chahieay
                • #9 Collapse

                  jab hum lot ko set karty hain to humain is kay liye dykh kar kam karna ho ga kun kay is mai kafi high balnce ho ga to hi hum is main kafi high lot ko set kar sakty hain to humain apny balnce kay hisab say hi kam karna ho ga ta kay market main kam karna humary liye asan ho sakay humain demo ka use karna ho ga
                  • #10 Collapse

                    han layken me 1 baat ka izafa krna chahat hu wo ye hai k ye jo lots masom bhai apne batai hai wo hum currencies par apply karen q k agar ye lots size hum en balance par gold ya crude oil waghera par use krte hain to humara account phir bhi jaldi wash hojayega ap log ye currencies pairs par use karen bht behtar hai
                    • #11 Collapse

                      Friend achi post keri ap ney or hum ko apne capital size k hisab se lot size select kerna chahye means agar capital big nai hai to hum ko big lot means big risk nai lena chahye hum ko low risk me trading kerni chahye q k market big risk me opposite gai to loss fast hoga to is liye apne capital k size ko dakhte hue trading kere.
                      • #12 Collapse

                        hum is main lot ko set kar kay kam kar sakty hain agr hum apny hi sabc say kam karty hain to kam karna humary liye best ho sakta hay lot ziada hoo gi to humain ziada acha profit hasil hos akta hay demo ko use kar kay practice say kam karna ho ga ta kay achi earning hasil ho sakay or trade ko smjhna asan ho sakay
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          forex main sub sy zarori lots size he hota hai jis sy profit hota hai trading main insta forex walo ne jo lots size diye howy hain wo bikul perfect hain trading k liya main yahi kaho ga k lots size ap us time he zayda lagy jab app ka balance kafi zayda ho tak ap ko acha profit ho market move pr is liya app ko trading k bary main sure ho na parta ha phir he ak achi trade volume k hissab sy laga ne chahy.
                          • #14 Collapse

                            forex trdaing main boht se trador ayse hain jo k bari lot ko set karty hain or kuj trdaor choti lot lgahty hain es liye hmain es bat ko mind main rakhna chahaye k jub bhi trade lagen apny capital k hisab se celculation set kar lot lgaen es se hum kam lot par bhi acha profit hasil kar skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear brother lot size account ki worth ky mutabik istamal krna chaheye jaisa k 100 dollar ky account pr 0.01 ka lot sizze istamal krna chaheye aur 1000 ka lot size 0.1 istaml krna chaheye , aur 10,000 dollar ky account pr 1.0 la lot size istamal krna chaheye .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X