Please control your emotions...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Please control your emotions...
    My trading fellows forex main wohi trader success hasil kerta hai jo k us main apny emotions ko control main rakhta hai to hum us man ager apni greed jaldi kerna our jab tension main hona our trade kerna easi adaat ko control nahe ker pain gay to pher hum us main success itne asani say nahe ker pian gay so humean apniy oper phleay control kerna ho ga pher he success us business main hasil ho ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul aap Yahan Par Apne emotions ko control karna hai emotions ko control Karke achha Kaam Kiya Ja sakta hai jab tak emotions for control nahi kiya Jayega aap confident hokar kaam nahi kar sakte aur aapne Yahan Par Apne confidence ke saath kaam karna hai Aur Iss Jahan Se Accha Kaam Kiya Jayega jab tak confident nahi hoga aap accha kaam nahi kar sakte
    • #3 Collapse

      Haan jee jab tak forex main hum apny emotions ko us main control nahe krean gay hum us main kamyaabe nahe milay ge because main us main loss humery lalauch ki wja say he hota hai hum trade k loss main jany say preshan ho jatay hain to un chezoun ko kabo kerna ho ga
      • #4 Collapse

        Bagair emotions ko control kiye ham kabhi bhi forex trading men kamyab ni ho sakte hain,q k ham jab bhi forex trading men emotionally ho kr work kren ge ham ussi waqt apni investment ko dabo den gen, hamen forex ko aik buisnes smajh kr hi kaam krna chahiye otherwise ham profit k bajay forex se apna loss hi krwaen ge.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          slam g bilkul emothion ko control rakhana boht zrori ha ap apnay mind ko fresh kar kay hi trading kray aur zyada lalch na kray chotay chotay profit nikal lainay chahye
          • #6 Collapse

            Bhai aik bat hmesha zehn me rakhen k busimess me jazbat ki koi ahmiat nai hoti business me wohi kamyab he jo mehnat aor lagan k sath zehn ko hazir rakhty huy trades lagata he,jazbaat k liy zondgi k baqi moaamlaat kafi hen
            • #7 Collapse

              apki bt se m agree krta hun k jb tk hmen apny ap pe control nhi ho ga tb tk hm trading m success hasil nhi kr skty hen.emotions ko control krna bhi bht mushkil hojata ha lekin control k bghair profit gain krna mushkil ha.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                My trading fellows forex main wohi trader success hasil kerta hai jo k us main apny emotions ko control main rakhta hai to hum us man ager apni greed jaldi kerna our jab tension main hona our trade kerna easi adaat ko control nahe ker pain gay to pher hum us main success itne asani say nahe ker pian gay so humean apniy oper phleay control kerna ho ga pher he success us business main hasil ho ge
                Mere Khayal Se aap thik kar rahe hain kaise Jab Tak Hum Apne emotions par confirm karna nahi Sikhaya Liye Hum trade nahi kar sakte aur Forex trading Mein emotions ka koi bol nahi raha tha motion Aa Jate Hai wahan par aap ko pata Lagana Mushkil ho jata hai aap ko nuksaan Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Definitely bahi agar emotional ho kar kaam karin gy to hamse sahee kaam nahe ho paay ga aur ham apna keemti sarmaaya lose kar jaain gy. Es ly bina emotions k kisi bhe jald bazi k bhghair ham apny buisness ma kamyaab ho sakty hain aur khas kar k ye shart forex pe lagu hoti ha.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main kamyab honay k leay emotions pay control zaruri ha hum main say ziyada tar traders josh main a k bri lot lga letay hain jo k thek nai aur ultimately loss kr detay haim so agr kbi market ap k bil kul against ja rahi ho mtlb ap nay buy ki trade lgai hue ha aur marke
                    market mazid down a rahi ha to josh main k mazid buy krnay ki bjaye thora wait krain aur market ko reverse honay dain. So always try to control on your emotions.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      han je bilkul hum agar sochay k hum apna monthly target 1 he din he krlengay to ye greed hai or ghalat hai
                      and 2nd ye hai k agar hum loss me ajate hain or gussay me akr ya panic me a kr hum over trading krte hain to ye bht ghalat hai es lia ap en dono kamo se bachay or apnay ap par control krna sekhen pehle phir forex sekhen best of luck

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X