Stop Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex me stop loss har wo use karta ha jo trading me trade karta ha ye is liye zarori ha ta ke ap ka acount paise se khali hi na ho jaye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ap ne yeh bohat hi kam ki baat share ki hai dear stoplose new traders k laiye bohat hi zaruri hai warna account wash ho sakta hai jb b trades lagaye stoplose zarur istamal krna chaiye.
      • #18 Collapse

        bhai jaan jon jo stop loss hy is ko lazmi hy follow karey is sy ap ko boht faida ho ga kaun k jo bnda is ko follow karat hy yeh boht acah formula hy is sy jo k ap ko loss sy bachta hy jo is ko her ak trade k sath set karney ...
        • #19 Collapse

          Stop loss ka ammal bahut acha ammal hay is ko rakha gya hay bahut acha hy kiun k is ka sub say ziada faida chotay trader yeni new trader ko hota hy kiun k experience kam honay ki waja sy chotay trader dar say bahut thora trade karty hain k loss na ho to loss sy bachny k liay or koi ammal nai lehaza stop loss lagany sy ziada nuqsan say bach jatay hain
          • #20 Collapse

            dear brother ap k question k mutabik ye hamare apne oper depend ha jitna loss hum afourd ker saktay hain itne he range per treade ko ker deni chaye. kun agr markit agr movement slow ho rahe ho to hamin chaye k ak limit tak treade lagani chaye ta k j=loss agr ho to km ho.
            • #21 Collapse

              bhai jaan ap ka swal thek hy is mn jo firex mn jo option sl yahne stop loss ka hy is mn ap ko yeh faida deta hy is mn yeh ap ko jb loss aney ka dar hota hy tu ap is ko set kar dny is mn ap ko loss bhe nhn aye ga or ap ko profit bhe a jaye ga ...
              • #22 Collapse

                stop loss sy kam karny main hamara yeh feda hota hy k hum zeada loss any sy bach jaty hain aur hamara balense kam hony sy bach jata hy aur hamari trade loss main nahi jati
                • #23 Collapse

                  stop loss ka use eham ha stop loss ka use krne ka bhi ak proper method hota he jokey bohat se traders ko nahi pata hai
                  meray opinion keh mutabia stop loss tab lagana chahye jab ham kisi dangerous pair par trade kar rhe ho ya jab koi news aney wali ho otherwise stop loss ka istmal nahi karna chahye wrna kafi nuqsan ho sakta he hame
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                    Agar price humari trade kay mukhalif simat chalny lagy to humara balance kam hona shuru ho jata hay aur humari trades nuqsan main hoti hay es nuqsan ko aik had main rakhna chahiye es ko trade risk kehty hay trade risk kitna hona chahiye es kay mukhtalif tariqay hoty hay stop loss na ho to itna kam hona chahiye keh price ki zra si mukhalif simat main harkat say humara stop loss hit ho jaye aur trade close ho jaye aur na he itna ziada hona chahiye keh agar trend tabdeel ho jaye ya Retracement ho rahi ho to kafi nuqsan kay baad trade close ho jaye es kay liye Support / Resistance ko buniyad bnana behtar rehta hay ya pher pichli candle ki shadow aam tor par new traders ye samjhty hay keh akhir price waps aa jaye gi es liye wo stop loss nahi lagaty ye bohat badi hmaqat hoti hay
                    Bhai jaan market me stop loss use krna bahut hi ziada zarori hai ager ap stop loss use nai krengy toh ap na sirf trade me loss krengy balky ap apna account bi wash krwa sakty hain so humesha stop loss use kren beshak apka capital jtna bi ho stop loss ko kabi mat ignore kren is k bina ap abi kamtab nai ho sakty.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Bhai jaan trading mein stop loss lagana bahut bahut zaroori hai. Mein ne bhi ye ghalti ki hai. Aur mera account taqreeban wash hony ky baraber hai. Is liye ager hum stop lagaty hain to hamari trade kam loss per stop ho jati hai. Aur hum bary loss se bach jaty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X