Money Management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management
    forex main money management had say ziada ahamiyat ka hamil baab hay laikin badqismati say traders ki aksriyat es ko nazar andaz kar daiti hay jis ki waja say dino main tmam sarmaya khatam ho jata hay money managemnet main kuch cheezain khaass ahmiyat ki hamil hay
    1. Take Profit
    2. Stop Loss
    3. Lot Size
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji haan Forex trading main kaam karna aur money management ke saath kaam karna bahut best Hai Yahan Par money management ke sath kaam karne se aap Forex trading main expert trader Ki Tarah kaam karte hain money management karna aur apne account me address management karna bahut jyada important Hota Hai
    • #3 Collapse

      money ko manage karna hay to is kay liye humain kafi hard work karna ho ga jis ki help say market main kam karna asan ho sakta hay is main kafi chezian help karti hain jis say market ko smjhna humary liye asan ho sakta hay magr is main stop loss or is main take profit ka use or lot size kafi effect karti hain
      • #4 Collapse

        money ko managr kar kay kam karna ho ga jis ki help say market main kam karna ho ga jis ki help say market main kam karna humary liye asan ho sakay is main hard work kar kay achy say akam karna ho ga jis say trade ko samjhna asan ho saky is main low risk main trade main ana ho ga ta kay kam karna asan ho
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          money ko manage kar kay market main kam karna ho ga jis ki help say humain trade main kam karna kafi asan ho sakta hay humain learning kar kay market main ana ho ga ta kay achi earning kama sakay low risk main trade karty hain to hi market main kafi acha kama skaay mrgin ko b dykhna hota hay
          • #6 Collapse

            money ko manage karna hay to is kay liy humain kafi rule sko follow karna ho ga ta kay trade karna humaryliye asan ho sakay is main stop loss ko use karna ho ga or is main agr lot ko dykhty hain to ism ain high risk main lot ko set karna ho ga or is main take profit ka use karna hay to b achi earning hasil ho gi
            • #7 Collapse

              forex main trdaing karny k liye hmain apni trading ki maoney mangmnt karni chahaye or hmain maoney mangmnt main apni trdaing main tsop loss or take profit ko achi trah set karna chahyae os k bad hmari lot hoti hai jis k lgany k bad hum achi trdaing kar skty hain aghr hum achi trdaing karna chahatya hain tu hmain oney mangment ks ath trdaing karni chahaye
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                forex main money management had say ziada ahamiyat ka hamil baab hay laikin badqismati say traders ki aksriyat es ko nazar andaz kar daiti hay jis ki waja say dino main tmam sarmaya khatam ho jata hay money managemnet main kuch cheezain khaass ahmiyat ki hamil hay
                1. Take Profit
                2. Stop Loss
                3. Lot Size
                trading main money managment bohat aham hota hai or agar traders ko money managment nahi krna ata to wo profit to bna lain gy laikin ziada time tak profit nahi bna skain gy or na he achy traders bn sikain gy
                • #9 Collapse

                  Assalam o alaikum dear forex members.
                  Dear jaisa k apko pta ha keh ap jb kisi bhi jaga ya forum pa kaam krty hain hain to har banday ki ap par aik acpectation hoti hain aur woh yeh keh ap forum ko kitna aur kaisy faida da rahy hain isi trha forex apko faida daina chahti ha aur apki money management agar best ha to ap forex trading main kamyab ho sakty hain otherwise ap ko bht mehnat k bad km profit ho ga aur woh bhi loss ki nazar hona shuru ho jay ga. Thanks dear members.
                  • #10 Collapse

                    dear friends hamein forex trading mn money ko bhut importance deni chaheye , aur hamein trade krty waqt apna stop loss aur take profit select kr lena chaheye aur lot size ka khass khial rakhna chaheye jo ap kyaccount ki worth ky mutabik ho .
                    • #11 Collapse

                      forex trdaing main trdaing karny k liye hmain money mangmnt k sath trdaing karni chhaye qk hmari trdaing main jub manoy managmnt nahi hoti hai tu hmari trdaing main loss k chances boht bhar jaty hain or hmario trdaing bhi save nahi rahti account wash hony k bhi chances hoty hain es liye apni trdaing main take profit stop loss or lot size ko dehan se set karna chahaye
                      • #12 Collapse

                        hello bhai ap en boaht achi information di hai money manage k baray mein forex trading mein yeh bohat aymiyat rakhta hai k hum money mangement rakh kr kam karay to lose nai ho ga na hi account kbi wash ho ga.
                        • #13 Collapse

                          forex trading main trdaing karny k liye hmain maoneymanagment karna boht zaroari hota hai jis k liye hmain apni trdaing main tsopp loss take profit or lot size ko achi trah anlsye karny k bad trdaing karni chahaye jis se hum achi trah trading kar k apny account ko manage kar saken
                          • #14 Collapse

                            yes main ap ke bat se agree krta hon ke forex ke trading man money management most important hai kun ke achi money management se profit good ke chance hote hain es liye good money management se hi trading main enter hona chye main tu take profit ko zida best manta hon or lot size management ke hisab se hi hame lagni chaye es tara se ham log lose se bach skte hain trading main se ,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear friends, money management k lea ap ko sab say pehlay apna target set karna chaheay...es k ilava hamain trading main stop loss aur take profit lazmi use karna chaheay..es say ap ka profit save ho jata ha aur loss anay pa account wash ho janay say bach jata hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X