Log trading men "tukky" q lagaty hain...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Log trading men "tukky" q lagaty hain...?
    dear members baz daffa trader ik tukka lagata hae to by chance usko profit aa jata hae jiski wajha say uska moon meetha ho jata hae aur wo yehi samajhta hae k bus ye kaam hi tukkon wala hae jab k aisi koe baat ni hae q k forex ik business hae aur iski baqaida study hoti hae jo k apko karna parry gi otherwise aap aisy hi tukkon py rahy to apka beyra paar ni hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear trading men tukkay wo log lagate hain jinko trading ka knowledge ni hota hai wo always tukke pe hi trading krte hain hamen pehle knowledge lena chahiye aur baad men trading ko start krna chahiye agar ham tukka lagaen ge to ham kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain isliye hamen seekh kr hi trading krna better hai. Ta k ham trading se profit bna saken na k apni investment ko bhi loss kr den.
    • #3 Collapse

      Dear member wohi log treading mai tuky lgaty hai jin treading ki samjh nai hoti laken jesy jesy tym guzarta jata hai hmy es chez ki samjh ati rehti hai es liye hmari galtiya b kam ho jati hai or hm treading mai b seekh jaty hai k kab or kis waqt treading lgani hai.
      • #4 Collapse

        G ha bohat se traders aise b hain jo just tukky lagate hain trading me or tukky k result me kabi profit to kabi loss hota hai or ziada risk tukka lagane per agar mistake ho jaye to sara account hi waash ho jata hai to tukkay nai lagane chahye is se ziada ter loss ko hi face kerna pere ga so market analysis ker k trading kerni chahye jis se profit chances ziada hote hain.
        • #5 Collapse

          apki bt bilkul thk ha kuch log forex ko ,,tukka,, business bhi kehty hen.aur ye log maximum alna loss he krty hen.m khud issi tukky k chakar m account wash krava betha hun.so hmen isko business smjh k krna chahye.
          • #6 Collapse

            aisa aap ko kis nay kaha hai ke long trading main tukay lagtay hain. Tukay har baar nahi laga kartay. siraf chand aik trade par tu tukay lag jaya kartay hain lekin hamesha asa nahi hota. Is lie chahay long trade ho ya short hamain poori tarah tyari kar ke position open karni chahie aur blind trading se ijtenab karna chahie.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
              dear members baz daffa trader ik tukka lagata hae to by chance usko profit aa jata hae jiski wajha say uska moon meetha ho jata hae aur wo yehi samajhta hae k bus ye kaam hi tukkon wala hae jab k aisi koe baat ni hae q k forex ik business hae aur iski baqaida study hoti hae jo k apko karna parry gi otherwise aap aisy hi tukkon py rahy to apka beyra paar ni hoga.
              bhai log Forex trading Main tukky is wajah se Lagate Hain Kyonki unko market ki samajh nahi aa rahi hoti ke market Kaha trend kya chal raha hai aur woh Apne se market ka trend bana Kar tukke Le gana Shuru kar dete Hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                tukkay lagane se hume zada se zada loss he milega profit to bht he kam hoga overall humara account loss me ajayega ya phir wash he hojayega es lia bachane tukke lagane se or proper sekhen forex trading ko q k ye 1 mukammal business hai dosto

                اب آن لائن

                Working...
                X