money management aur risk management k bagher trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management aur risk management k bagher trading
    dear members forex trading mein money management aur risk management k bagher trading krny k kia nuqsaanat ho sakty hain plz apni apni raye ka izhar krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    money management aur risk management bahot hi important chezen hain trading ki ham isky baghair kabhi b kamyaab ni ho sakty q k ye ik professional trader ki habits hoti hain k wo in ko zaroor seekhy aur phr apply b karry q k iss say apka account bahot save rahy ga.
    • #3 Collapse

      Koi b business ho us me agr apki management achi hy to ap kbi bi nuqsan ni utha skty isi tara forex me apko money management or eisk management boht hi important hy agr money managemnt kren gy to ap ka account kbi wash ni ho ga
      • #4 Collapse

        Dear jab be kohi new trader trade start karta hay tu us ko basic education trade ki de jati hay us main money managment aur risk managment ki hoti hay bagher money managment k aur risk managment k kohi be trader profit hasil nahi kar sakta hay
        • #5 Collapse

          un dono ko app logoun nay control kerna ho ga risk management jab app money manage ker work keraen gay to ye auto pay ho jeay ge our us tarha app safe us main earning ker sagain gay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Forex trading main money management aur risk management dono bohut hi important hain aur dono ka hi ap ke forex trading ke business par bohut bara asar hai. Agar aap risk managemt nahi kartay tu phir aap ziada profit nahi earn kar saktay aur loss ke khadshaat bhi ho saktay hain isi tara money management ka hi asa hi moamla hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X