Forex kay asraat life mai positive ya negative

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Bhai forex trading ma kam krne sa bht he positive asrat aty hn apke life ma but is bt ka khyal rkhna chahye ka trading start krne sa phle iske tor treky ache trha smaj lny chahye.jb ap full concentration aur smaj ka ya kam shru kre ga to phr apko profit hasil hu ga isma aur life style ma positive changes aye ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      forex kabi hamko profit deti he or kabi loss deti he lakin jab knowledge nahi hota or bgair skills ke kaam kar rahe hote hen toh hamari life kafi distrube see ho jaati he kiu ke hamare pass koi achi investment nahi hoti or ham bgair skils ke kaam karte hen or tension me rahte hen loss ki waja se aksar
      • #318 Collapse

        my dear mein forex ko hamesha positive hi dekhta hoon or forex meri life ko b positive bana rahi hai mein samjta hoon forex ek best earning source hai jis se koi b best earning kr k apni life ko positive bana sakta hai
        • #319 Collapse

          oye my dear brother forexx k negetive asrat mjhy too nazar nahi aty aur han ye bata dn k agr app proper tareeky sy parectuss k bager tarade kro to app k lyee behtar nahi rahy ga g ar han a66y asrat hain is k economic par
          • #320 Collapse

            yer bhai janmarey khyal me forex trading business hum koreal life me bohot zada help out karta ha yer is me koi shak ni ha yer hum ye bohot acha trading business ha is se best aur koi business ni ha yer
            • #321 Collapse

              forex is our think because forex is not a bad bussiness. and it is our mind to think that its positive or negative .we should take this positive because negative is always wrong.
              • #322 Collapse

                Meri zingagi main abi tak to koi positive impact nahi hua lekin umeed ki ja sakti hai keh future main positive impact zaroor parhe ga aur aik din main kafi successful zaroor ho jaoonga. Leahaza hamesah trend ko follow karen ta keh successful hon.
                • #323 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                  Forex trading ka karobar aap ki zindagi mai kya asraat lata hai Positive ya phir Negative, agar positive hay to kaise or agar negative hay to kaisy please share karein sub dost.
                  dear bro or member forex k positive asrat he hotay hein hamari life per kiu k forex mein ap jab chahay work kar saktay hein,jaha chahay kar saktay hein or is say itna profit milta ha k ap is per work k sath sath apni life ko bhee enjoy kar saktay hein.....!!!!!!!!!!!!!!!
                  • #324 Collapse

                    dear bhai jan forex k asraat life mai uss waqat positive hote hain jab ap ko profit hasil hota hota or uss waqat negtive hote hai jab ap ko loss hota hai mera khyal to yehi kehta hai ....................ap ka kiya khyal hai bhai jan?
                     
                    • #325 Collapse

                      dear ager to ap is m acha profit hasil krty rhen gy to ap ki life me is k asrat achy ho gy or ager ap acha profit ya phir loss kren gy to ap ko achy asrat to ho gy nahi is me
                      • #326 Collapse

                        dear sir forex trading business aik best online business hai iss per hum beshumar earning kar sakte hain or apni life ko khul kar enjoy kar sakte hain ye bohat acha platform hai or iss k hamesha positive asraat hi hote hain.
                         
                        • #327 Collapse

                          Dear ge forex market me meray asrat ache hai q ke me ne forex market join karne se pehle meray pass kuch nahi tha aur ab me forex market me trading kar ke part time me bohat ache earning karta hon aur un logo ke forex me asrat bure sabit hotay hai jo forex ke baare me nahi jantay hai.
                          • #328 Collapse

                            forex hamari life par positive asrat lata hai q k hum mehnat karna sakhte hai or agr koi insan mehnat karne lag jae tou wo kabhi mar nahe khata samjh kr tarde karo tou apku income hasil hou ge jou k positiv thing hai
                            • #329 Collapse

                              jee bhia yeh toh ap pe depend karta hai kay ap forex ko kis sence main lete hain agar ap isko positive sense main lete hain toh yeh postivie hai or agar ap negative sense main lete hain toh yeh negative hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                forex me kam karne se aapko life me kabhi tension nahi aata haipar agar aapko trade karna aata haiot warna aapko bahut hi loss hota hai to aapko kabhi suces nahi milta haiir aapko apana life jine me maza nahi aata hai ye bahut hibadiya hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X