Big spread pairs main kaam karna time west karna hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big spread pairs main kaam karna time west karna hay
    mene dekha ha aksar pairs mei 7 se 11 pips ka b spread ha
    ma samjhti hoon jab trades lagao gay 7 pips minus se start hogi profit mei b 7 pips ziada rakhna parray gi tou behtar ha hum kam spread walay pairs mei trading karain ap kya kahtay ho mujay to ni samajh arahi k big spread walay pairs se kasay faeda leya jaiy??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear spread un pairs main zayda hota ha jin par trading bht zayda nahi hoti hay. Lekin agar aapko koi bhe achi trade mil rahi ho aur aap samjh rahy hain k pair major resistance par ha ya major support par ha to mery kahyaal se faaida zaroor uthaana chahey aur 6 ya 7 pips extra spread ko nahi dekhna chahey kun k wo aapko long term ma faida dy sakta ha.
    • #3 Collapse

      Dear Agar toh market ka movement cross pair ke upar slow hota hai means to say Kuch Aise there instaforex mein Jaise cat JPY why GBP CAD investopad barampet tak hai lekin aap ko pata hona chahiye Cayenne pears ke upar market movement bhi coffee Jyada hoti hai agar aap Dekhe 2 NPS Kajol Apna time session Ho Gaya uske andar a normal routine mein GBP CAD KVPY JP Rs 100 to 150 pics of kar lete hain normal routine mein
      • #4 Collapse

        really big spread waly currency pairs mn trading karny ka koe fayda ni hay, because jab bhi trades open karni hain to sab say pehly to apna spread pura karen gy aur agar market itni fast ni hay to ba mushkil he broker ka spread pura ho ga aur hamen time waste karny kay elawa kuch ni mily ga
        • #5 Collapse

          forex trading main kuch asy pairs hain jin ka spread zayda hai dosry pairs ki nisbat jin main trade laga ty time zayda minus main jati hai so app agr spread waly pairs main trade kr ne b hai to app us currency k pairs main trade kry jis main app ko paka pata ho k ya pair acha move kry ga ku k spread waly pairs move apne hisab sy kr ty han pr others pairs ki nisbat thory fast b hoty han is liya log spread jin main zayda hota hai trade kr ty han.
          • #6 Collapse

            spread kuch pairs mey bohat ziada hota ha like gbpjpy eurcad ess tarah k kuch aor pairs hain theek baat ha ap koshish karen k kam pairs mei trading karain takay ap ki trade ka profit jaldi start ho lakin agar ap ko 100% achi trade mil rahi ho tab p big pair mei trade krain warna nahe
            :p Yes You Can Do :p
            Honesty + Sincerity = Prosperity
            • #7 Collapse

              slaam to all members. g app ki baat theek ha mera bara bura experience raha ha in trades ka bara mah jo mah na bagir spread dekha laga di thin jab mah na dekha to in trade ka start 0.1 par -20 tha jiss sa mah na ya sbq hasal kyia ka dobra kabi in pair par kaam nahi kra bari muskal sa wo trades minus mah close ka ka picha choryia tha mah na app doston sa bhi yahi mashwra ha ka na lgyin in pair mah trade
              • #8 Collapse

                je han big spread mei kaam karna meray hesaab mey theek nahe kyun kay jitna zyada high spread hoga utni he zyada minus lot ap ki opening sey start hoti hay esliye bohat sey asay achay pairs hain jin ka spread kam hay ap ki achi understanding ki baat hay bs
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  G han jo bhi zada spred wale pair hay humay un par kaam nai karna cahiay kiu k us se hunay wait boht zada karna parta hay aur ye just time ka zya hay is liay main ye samjhti hun k humay kam spred waly pairs oar kaam karna cahiay zada spred waly paires par nai
                  • #10 Collapse

                    G han humey bohat late profit hoga agar zyada spread walay pairs mey kaam kea to lakin ya ha agar support and resistance pe hon wo pairs ap ko onsey faida joyna lenay hota ha ap ko faida lena chaiye jab unn pairs mey achi enteris hon tab krni chaiye trade
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Bohat achi info share ki ha g haan humay asay pairs mey kaam nai krna chaiye jinka spread bohat he ziada ho koi achi entery mili tab karaina worry honay waali baat nai kyun k low spread walay itnay zyada pairs hain jinpe ap kaam kr saktay ho dusra hota ye ha k ye cross pairs hotay hain dusray pairs k saath ya against chalnay walay hotay hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X