How we will control the loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    sab se pehli baat yeh hai k aap kum se kum starting m to daily basis par trading karo taakay ziada loss na ho aur doosri baat yeh k aap ko loss hota bhe hai to haar maanay ki zaroorat nai aap mehnat karo aur kamiyab hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex aik risky business hai esmy loss or profit sath sath hai agar ap ko loss hojaye thho loss ko kam karny kliye ap lowe volum par trade kary or bi boht sary ways hai loss ko control karny kliye.
      • #18 Collapse

        Brother maray mushahiday may ye cheez ayai hai kay forex trading may hum jo trade jaldbazi may kartay hain us say hum ko loss ka samna karna parta hai aur loss ko profit may tabdeel karnay ka ek hi tariqa hai kay hum soch samjh kar market direction ko nazar may rakhtay huway achai hikmat e amli kay saath trade karain tu hum loss say buch saktay hain.
        • #19 Collapse

          hellow dear. em also a new member of this forex forum. soo i dun have enough idea and experience 2 guide you. but mujhay jtna maloom hai us hissab sai loss hota tn nai rook saktay magar loss pai control xaroor paa saktay hai. Is kai lye hmen xiada sai xiada learning kerni hogi n demo account p practise continue rkhni paregi
          • #20 Collapse

            post mera bhei 2 lines ko hony cheny forex fourm ke rule he ke hum ko 2 lines ke post karn hein or copy past posting mein nhe karni hein yhe fourm best fourm hein gess phir kbhi be posting kyen gen sankte hein.
            • #21 Collapse

              aik to hamesha low volume kay sath trading karni chahiye aur dusra ye keh agar hum trading karen aur loss ho jaey to hedging kar through us loss ko control kia ja sakta hai aur is tarah se hum acha profit kar sakte hain.
              • #22 Collapse

                Forex mein bhut sara traders ya baat ko zaroor sochta hain k forex mein koi tu way ho ga jis se hum loss ko katam kar skta hain aur just hum profit ko he get kar skta hain tu main un sb ko ya batna chata ho k forex mein easa way hai agar hum forex mein trading se pehla planing karta hain aur theak time mein trading karta hain tu hum just profit ko he get kar skta hain.
                • #23 Collapse

                  dear agar hume forex trading me loss ko rokna hai to hume pane loss se learn karna ho ga jis mistakes ki waja se hume loss ho raha hota hai or hume trading strategy or planing or market ko analyse kar ke trading karni chaiye jab ja ke hum loss se bach sake ge
                  • #24 Collapse

                    janaab , apki trader agr loss main jaa rahi ho to ap usy asaani say profit main badal sakty hain . ye hum take profit and stop loss laga kar in ki madad say asaani say kar skty hain or forex trading main loss say bach sakty hain .
                    • #25 Collapse

                      bhai jan loss man jani wale trade ko control to nah kia ja skta pr os k liy ap ko sabr krna ho ga or wait krna hoga ho skta ha ap ke trade waps profit man chli jay man bhe yahi samjjhta hon k agr ap ko loss brdasht krni ke hemat ha to ap ko loss ke tenshan he naha ho ge
                      • #26 Collapse

                        loss ko khatum ni kir sakty han control kia ja sakta hay .ak to volume low pay trading kirain jald bazi na kirain.. aur apni galtion ko hamesha yad rakhian aur un ko dubara na dohrain..
                        • #27 Collapse

                          We can control the loss in forex if we success to control our emotions and greed in forex trading business, also we can decrease our loss due to our great experience and knowledge, we just need to keep our mind relax all the time and also need to do the trading with patience of mind.
                           
                          • #28 Collapse

                            dear hum losss ko to control nai kar sakty jo humin loss ho raha hai us ko hum profit main badal to saklty nai jub apki markeet ap k haq main aa jay gee to ap ka loss profit main khud ba khud bada ljai ga
                            • #29 Collapse

                              bhi jaan ap nay ik acha sawal keya ah yaur may ap ko batana chahta hu kay forex trading may ager ap apna loss ko control may kerna chahtay hay to ap ko chahyia kay ap apnay greed ko control may karo aur apnay ap ko emotional na honay do
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading main agr ap chahty ho k ap ka loss increase na ho to ap ko hedging krni chaye ap ka loss still ho jay ga phir ap ko wait karna chahye or jab ap ko munasib lagy us time ap ko 1 order close kr dena chahye or dosry ka ap ki favour main any tk wait karna chahyee

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X