Forex trading ki khasosiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ki khasosiyat
    Forex trading kay business ko shuru karnay ka asani aur sada tariqa hay
    1. Bohat kam raqam say shuru kea ja sakta hay
    2. Kam aik din ki qaleel mudat main shuru kea ja sakta hay
    3. Es kam kay liye kisi office ya khaas set up ki zaroorat nahi kisi bhi jaga jahan internet ki sahulat ho ye kam kea ja sakta hay
    4. Saturday aur sunday kay elawa din main kisi bhi waqat karobar kea ja sakta hay kyun keh 24hours forex market open rehti hay aur trading ki ja sakti hay
    5. Hum apni gair mojodgi main trades order book karnay kay liey automatic tariqy say kam kar sakty hay
    6. Munafa aur nuqsan kay tmam record har waqat humary samny hoty hay munafa aur nuqsan ko control kea ja sakta hay
    7. Demo ya practice account kay zariye sarmaya kari say pehlay kam ki practice karnay ki mukamal sahulat hay munafa nikalwany ki koi qaid nahi kisi bhi waqat nikalwaya ja sakta hay
    8. sarmaya block honay kay chances nahi kisi bhi waqat paisay nikalwa kar kam band kea ja sakta hay
    9. forex trading kay liey kisi digree ya kisi qabliyat ki need nahi hoti
    10. forex market international market hay
    11. forex aik risky karoobar hay kyun keh currency ki kematain bohat tezi say move karti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    App nay forex trading kay bary main jo khasosiyat hay agar hum forex trading main theak say time dain gay aur en sab sahulto ko use karty huway trading karen gay to hum esmain bohat acha earn kar sakty hay es business ki humary liey bohat ziada sahulat he hay tab he hum esmain regular earning kar lety hay esmain humari marzi hoti hay jitna ziada time daian chahty hay dai sakty hay
    • #3 Collapse

      Bohat achi post ki ap ne . yaqenan aesi posts faida punchati hain aur aese achi information se bohat faida milta hai. kindly isi tarah achi achi posts kerte rahen ta k Sab k knowledge me izafa hota rahey.
      • #4 Collapse

        market main kam karna hay to is main hard work kar kkay acchy say kam karna ho ga kun kay agr hum ziada learning nai karty hain to loss ho ga is main km time main humain achi earning hasil ho sakti hay magr is main practicec karna parti hay jis kay bad hi hum km time main ziada paisa forex say ly sakty hain
        • #5 Collapse

          forex main kam karny ki kafi khsosat hoti hay humain is main agr kam karna hay to practice say aana ho ga is main km time main ziada earning hasil kar sakty hain or currency main lain dain karty hain is main internationaly kam hota hay jis say trade main log achi earning kama sakty hain hard work karna ho ga
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            yes ap ne trading ke bare main bht he achi baten ke hain trading waqi main he ek real or trusted online business hai jo ke kam invest or kam time main start kia ja skata hair or es se ham log kam hi time main good profit bhe kr skate hain but thora agar ham logo ke pas es business main experience hai or knowledge hai tu success or kamyabi bht hi kam time main ham log le sakte hain yeah ek real or great online business hai jis per ham log trust kr sakte hain
            • #7 Collapse

              forex trading aik boht acha buseinss hay hum is main trade karty hain agr humain success hasil karni hay to humain is main hard work kar kay achy say ana ho ga low risk main trade karty hain to low loss hota hhay ye aik internationaly business hay jis main boht say mumalik kam karty hain or is main risk b boht hota hay
              • #8 Collapse

                dear apne bht he achi thread ki hai jis par apne bht he zada mehnat ki hai or waqai me apne sahe tarekay se bataya hai k forex ka karoobar kasay shuru keya ja skta hai or kin tareko se esko sekha ja skta hai or ye business waqai me risky bhi hai esi lia hume soch samjh k esme apna sarmaya lagana chahe pehle hume chaheh k hum es may practice kren
                • #9 Collapse

                  forex market aik bohat acha business hay es business main humay theak say time daina chahiye kyun keh es business main hum jitna ziada time dain gay utna acha earn kar sakty hay es business main humary pass bohat sahulty hay jab chahy run kar sakty hay aur jitni ziada time dain gay to he hum ziada earning kar sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    thank u dear ap ne bohat hi achi imformation share ki ahi jis se muje jisay new traders ko bohat hi knowledge mila hai isy tara ap achi batain share karay ta k hum sik sakay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X