Currency aur Gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency aur Gold
    Gold apni khasi dhati chamak damak aur degar khasosyat ki bina par sadeo say insani twajo ka mehwar raha hay Dolor kagzi currency ki waja say aur mulki degar halat ki waja say utar chrhao ka shikar rehta hay jab keh dolor kamzor hota hay to log sona khareed lety hay aur dolor mazboot hota hay to log sona baich daity hay asan lafzo main dolor aur sona aik dusray kay mukhtalif chalty hay
    Australia duniya main sab say ziada sona paida karnay wala 3rd bada mulak hay es liey austrailia aur gold ki price sath sath chalti hay jaisa keh nechy graph say zahir hay
    Click image for larger version

Name:	gold vs audusd.jpg
Views:	1
Size:	50.7 کلوبائٹ
ID:	12461861
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main gold bohat value rakhta hay aur bohat say traders gold par trade karty hay mery nazdeeq humay gold par trading tab he karni chahiye jab humary pass forex trading kay bary main ziada experince aur behtar skill level ho tab he hum forex trading main achi earning kar sakty hay
    • #3 Collapse

      gold main trade karny say humain kafi faida hota hay kaun kay market jab gold ki chl rhi hoti hay to is main kafi fast kam hota hay jis main achi earning hasil ho sakti hay magr currecny main itni fast movement nai hoti hay so humain actice ho kar kay kam karna ho ga ta kay market ko smjhna asan ho sakay
      • #4 Collapse

        currency main b trade kar sakty hain market main currency main kam kia jat ahay ziada tar cirrreuncy kay pairs main hi kam hotat hay is main lain dain hoti hay hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay trade ko smjha ja sakay is main low risk main kam karty hain to achi eraning hasil ho sakti hay
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          forex trading main gold currency k sath pair hota hai jasy he dollar Upar jata hai hai to Gold nechy ata hai jasa k kuch week sy US index kafi upar gaya tha to gold kafi nechy a gaya tha or dollar ki strong ho ne ki wajha sy ya sub howa tha. jo k ak waqti changers thi jasa k is graph main b dekhya gaya hai asa currency to gold he hai jis ki moving pr trading hoti hai pairs main.
          • #6 Collapse

            Dear Friendz Curreny aur Gold dono different chezayh hain aur en pay trading karnay k taraqay be different hain.Ap low capital k sath Curreny pay trade seafly kar sakty hain but ap gold pay low capital k sath trade nahe kar saktay.Zay Risky zada ho jaya ha jub be ap low capital k sath gold may trade karty hain...
            • #7 Collapse

              Friend Gold mujhe ziada best lagta hai currencies pairs ki trading ki nesbit or me gold per trading kerta hun or gold ki movement thodi fast hai means profits zara fast hota hai means agar analysis achi ho or experience pass ho to gold se profit ache or quickly earn ho jate hain.
              • #8 Collapse

                yes main bhe ap ke bat se agree krta hon ke Aud or gold ke price sath main chalte hain jab ke gold or usd mukhalif chalte hain gold per dunia main jahan tak muje lagta hai tu sab se zida trading hoti hai or gold sab se zida profit dene wala hai koi bhe currency pairs etna profit nh dete hain jitna gold deta hai yeahe main reason hai ke gold world main sab se zida famous hai trading ke lehaz se
                • #9 Collapse

                  currecny main b kam kar sakty hain or is main gold main b kam kar sakty hain is main koi aysa issue nai hay agr hum gold main trade karty hain to is ki market main kafi fast movment dykhny ko milti hay or humain currncy main kam karny kay liye pairs ko chose karna hota hay jis say trade krana best hota hay
                  • #10 Collapse

                    apki bat sahi hai bhai forex trdaing main jo gold or usd pair hai yah aik dosy k ooposite move karty hain es ki khas wajah yah hoti hai k jub dollor main iafa hota hai tu log sona bechny lag jaty hain jub k dollar susuta hony par log sona kherdny lag jaty hain es liye en pairs ki moment ko mady nazar rakhty howe trdaing karni chahye
                    • #11 Collapse

                      forex market main bohat sary pairs aik dusray kay sath move karty hay agar hum enki moveemnt ko understand kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen aur knowledge gain kar kay achi earning kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        g bahi ap tekh kah rahy hain gold or currency ka forex market main bohat ziada contribution hai kisi had tak agar ap ye kahein k ye market k king hain tou is main koch ghalt nahin ho ga bohat si currencies hain jo gold k sath chalti hain or bohat c currencies hain jo gold k against chalti hain but in donoun ka apas main directly or indirectly apas main relation zaror hai
                        • #13 Collapse

                          forex trdaing ain hum har pair main trading akr skty hain maghr es k liye hmary apss knowledge hona bht zaroari hota hai es liye hmain chhahae k hum apni traing main gold aya ki or pair main trading karni hai tu hmain achi trah es main anlsye kar k trading karni chhahae gold ki trading main risk kafi hota hai es liye es main apko achi trah sub kuj fresh mind ks ath karna chhaaye
                          • #14 Collapse

                            forex trading main gold ki trading ki ziada valeoo hy auraksar log gold par trade karty hain aur gold ki markeet main khass movement hy gold world main sab sy ziada fames hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai apki pst boht achi hai es se ayh sabit hota hai k gold or usd ki currncy main kafi aik dosry par munasir hoty hain es liye hmain apni trdaing main gold or dollrs k mahmi talukat par trdaing karni chhaye qk jub dollar susta hota hai tu log gold ko khdreny lag jaty hain or jub dollar mahnga hota hai tu gold ko bech diya jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X