Different Time Frame Kay sath Different trading style

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different Time Frame Kay sath Different trading style
    Har trader apny heasb say different time frame use karty huway aur different trading strategy use karty huway trade karta hay har trader ka apna trading style hota hay major trend daikhnay kay liey aur swing trading jis main trading aik say ziada din jari rehti hay kay high time frame check kea jata hay day trading main 4 ya 1 ganty ka time frame check kea jata hay
    Scalping main 15mint, 5mint, 1mint ka time frame check kea jata hay humay aik time frame akhtyar karna chahiye practice account main humay mukhtalif time frame check karen jo hum ko munasib lagy us ko mustaqil to par ekhtyar kar lena chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Achi maloomat di hain ap nay well har trader apnay hisab say time frame slect krta ha jahan tak meri raye ha thoray time frame mtlb M15 ya M30 main market ki movement ka sahe andaza nai hota market ka trend thora wazia krnay k leay H1 ya H4 kafi behtar hota ha jo log swing trading krtay hain wo time frame H1 ya H4 select krtay hain aur scalping walay low time frame pay work krna pasand krtay hain.
    • #3 Collapse

      yes bro her tradr ka apna treeqa hota hy.ager aor her trader apna apna time framer istimal krty hain.ager aik trader aik he time frame istimal ker k profit earn ker leta hy usko dosry time frame ki zroort nh.knowledgge hona chyae.
      • #4 Collapse

        trade karty hain to is main time frame ko dykhty hoye humain is main kam karna ho ga jis ki help say humain market main apni knowledge kay hisab say hi is main kam karna ho ga jis ki help say humain time frame ko select karna kafi bera ho sakta hay jis say market ko understand karna asan ho sakta hay
        • #5 Collapse

          is main hum agr kam karty hain to is main kam karna humary liye asan ho sakata hay ism ain time frame ko set kar kay kam karna ho ga ta kay trade karn humary liye asan ho sakay apny hisab say trade main time ko set kar kay kam karna ho ga jis saya market main kam karna acha ho sakay loss km dy ga
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            market main kam karny kay liye humain is ay rules ko fllow karna ho ga is kay sath sath humain time frame ko b dykhna ho ga jis say market ko smjhny main asan ho sakti hay agr humain success hasil karni hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga opr practice say hi learning karna ho gi
            • #7 Collapse

              Forex trading main kai tarah ke trading style hotay hain aur har banda apnay hi style se trading karta hai aur ye style har roz badaltay bhi rehtay hain. Main khud bhi apnay hi style se trading karta hon aur jab market ziada volatile ho tu tab main scalping karta hon jabke jab market volatile nahi hoti tu tab main day trading karta hon.
              • #8 Collapse

                market main agr kam karna hay to is main time frame ko set kar kay achy say kam karna ho ga jis ki help say humain trade ko smjhna or is ko understand karna kafi best ho sakta hay is main learning ki base say hi market main ana ho ga is main startgy ka use karna ho ga indicators ko use karna ho ga
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main hmain time frame ko follow kar k trdaing karni chahaye jub k har trador apni trading ability par trdaing karta hai or time frame ko set karta hai jub k jo scalper trdaor hoty hain wo apni trdaing main short time frame ko set karty hain es liye hmain os time frame ko follow karna chahye jis main hum acha profit eran kar saken
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                    Har trader apny heasb say different time frame use karty huway aur different trading strategy use karty huway trade karta hay har trader ka apna trading style hota hay major trend daikhnay kay liey aur swing trading jis main trading aik say ziada din jari rehti hay kay high time frame check kea jata hay day trading main 4 ya 1 ganty ka time frame check kea jata hay
                    Scalping main 15mint, 5mint, 1mint ka time frame check kea jata hay humay aik time frame akhtyar karna chahiye practice account main humay mukhtalif time frame check karen jo hum ko munasib lagy us ko mustaqil to par ekhtyar kar lena chahiye
                    hamain different time pai different type sy trade krna chaye agar ham aik he plan pa different time pai trade krain gy to hamain loss k siwa kuch nahi ho skta mainay bohat baar aik plan pai apna account wash krwaya hai
                    • #11 Collapse

                      Of course friends, har trader apni learning k mutabik market ko analyse karta hay aur usi ki mutabik hi apni trade open karta hay...trading ap k time pa depend nai karti...yah ap ki skills pa depend karti hay...agar ap k pas skills hn to ap ksi bi wakt trade kar k profit earn kar saktay hain.
                      • #12 Collapse

                        forex trdaing main yah don types trading ki use ki jati hain en main hmain jo hmary expernce k hisab se set hoti hai wohi use kar li jati hai jub k boht se trador swing trading bhi karty hain jo k kafi din main bhi chal skti hai or kuj trdaor scalping main bhi trdaing karty hain jo k kuj mintues or kuj ghanton ki hoti hai trdaing donu he profitable hoti hain koi aik nahi
                        • #13 Collapse

                          bhai ap ne bohat achi information share ki hai is se hum andaza laga sakty hai hum ne kis time frame per trading krni hai aur practise her time frame per krni chaiye is se hum mazbot hoty hai ek hi method mein.
                          • #14 Collapse

                            forex trdaing main time frame tu boht hai in short un ko do hiso main devide kiya gaya hai jis main hum long time frame ko swing trading main use karty hain jub k scalpers trador jub k short trador time frame bhi short mai trading karty hain wo short time frame ain trdaing kar k acha profit ahsil kar lety hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              scalping short karnay kay liye 15 mints 30 mints kay charts ki value dekhi gai hay ussi tarah jab long trades ho H4 ka popular use keya jata hay har time frame ki apni value apna result liya jata hay aik best trader apni ability mei ye cheez shamil karta hay kay wo kisi 1 time frame ka fan ban jata hay aur ussi se success kay methods nikaal leta hay aur unko haasil karta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X