Agar MT$ chart ko daikhy to mukhtalif time frame nazar aye gay aik mint , 5mint, 15mint, 30mint, 1hour, 4hours, Daily, Weely aur Monthly agar 3 ya 4 traders aik currency jory ko mukhtalif time frame main daikhy to sab ko apny apnay chart main alag alag suratain dikhai dai ge kisi ko up trend nazar aye ga to kisi ko down trend aur kisi ko side market nazar aye gi to kisi ko Retracement nazar aa rahi ho gi ab swal ye paida hota hay keh en main galat kon hay aur sahi kon hay es ka jawab ye hay keh sabi theak hay price jab aik simat jani up ya down safar shuru karti hay to ye sabar mahino esi simat chalta rehta hay magar rasty main mor bhi aty hay kahen stop bhi aty hay es ki sada misal yon hay aik sarak shumal say jonoob bnai gai hay daily time frame wala trader kahy ga keh sarak shumal say jnoob ja rahi hay agay sarak shumal say zara magrab ko murti hay to 4 gantykay time frame wala kehta trader kahe ga keh sarak ko ja rahi hay agy bahar ata hay to sarak jnoob ki taraf mor jati hay ab aik ganty kay time frame wala kahy ga keh sara jnoob ko ja rahi hay sara to shmaal say jnoob ja rahi hay magar har koi alag alag andaz say daikh raha hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим