Dont panic try agin until success....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dont panic try agin until success....
    Friends trading men hamen sirf profit hi ni balke ki dafa loss bhi ho jata hai, aur kch logon k to acount bhi wash ho jate hain, main ne bhi jab trading start ki thi to mera account bhi wash ho gia tha, mere kehne ka maqsad hai hamen agar loss hota hai to bajay himmat harme k hamen mazeed mehnat krni chahiye ta k next time men hamare sath aisa na ho, hamen uss waqt tak mehnat jari rakhni chahiye jab tak ham kamyab ni ho jate hain.....
    Am i right....
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother forex main aap jitni jald bazi krien gain tu hum ko loss he ho ga is lay agar hum forrex main aik kamyab trader bana chatien Hain tu hum ko jitni ho sakay saber say trading karni chaiey jis say hum ko profit hasil ho ga q Kay jald bazi main hum koi na koi khalt trade ko shuru Kar deatin hain
    • #3 Collapse

      Well, bro hamen himmat bilkul bhi ni harni chahiye aur hamen pehle se ziada mehnat krni chahiye tak ham trading men experience bna saken aur jab ham agli dafa trading start kren to hamen ye problem hi na aayen ham jitni ziada mehnat kren ge ham jitna ziada forex ko sekhen ge ham utna ziada successful honge.
      • #4 Collapse

        Bhai pehli bat to ye k ap ko chahie k hamesha analysis kr k trade lagian take apko nuqsan na uthana pre phir bhi agar loss hota he to sabar se kam len next time apni ghalti ko repeat na kren or patience se kam len or loss bhi game ka hisa he is se preshan nahi hna chahie balke pehle se ziada mehnat krna chahie.
        • #5 Collapse

          Yes of course hamain forex trading main panic nahi laina chiay. Hamain trading karna chiay aisay kay hamain jab bhi forex trading karain.
          To small lot size lagain small lot size lagany say hamain panic bilkul bhi nahi ho ga.
          Or ham achi strategies bna kar jab trading karain gay to zada masla nahi ho ga kiun kay hamari trade bonus account per money management kay uper lagi ho gi.
          • #6 Collapse

            Brother aap bukal thek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon k trade k doran kibi lose hota hay kabi profit iss laya aap ko panic nahi hona chaya aap jab be trade karan phalay analysis karan us k bad trade karan trade k doran lot choti lagani chaya
            • #7 Collapse

              Yes bro issi ko to kehty hain try again and again,agr ham panic ka shikaar ho jain gy to iska koe faida ni hoga hamen balky ulta hamari trading motassar hogi aur hamari trading profit ki bajaey loss men jaey gi to iss say behtr hae k ham apni koshish ko jari rakhen.
              • #8 Collapse

                Bilkul aisa he hota hai kuch logon k sath k wo trading krty hue loss k dar sy bhot panic ho jaty hain unhen chahye k wo jahn profit sochty hain wahan loss ko b zahen mn rakhen tan k unhen tension na hoo
                • #9 Collapse

                  yes bro hamen lagataar try karty rehna chaeay aur akhir kaar kamyabi hamary naseeb men zaroor aey gi aur ye jo trade men loss ata hae na to ye hamen ik sabaq day jata hae aur loss ki wajha say hamari trading ko mazbooti b milti hae issko panic na samjha karren.
                  • #10 Collapse

                    g haan jab ap trading kartay ho ap ko mind mey hona chaiye k loss b hota ha jab loss hota ha logon k account wash b hotay hain jab koi success k lye koshish karta ha mahnat karta ha then wo kamata ha success hota ha esliye panic na ho success ki try karain
                    :p Yes You Can Do :p
                    Honesty + Sincerity = Prosperity
                    • #11 Collapse

                      G haan nuqsaan bhe karo baar ka hissa hota ha aur nuqsaan unhe ko hota ha jo kisi jaga pe paisa lagaty hain aur faisala karty hain kaam karny ka. To jo log nuqsaan se darty hain wo kabi faaida uthaaty he nahi hain aur na he un ko kamyaabi mil sakti ha. To ye baat sahee ha k nuqsaan se darna nahe chahey aur nuqsan k baad agli strategy achi tarha bna k us loss ko profit ma tabdeel kiya jaay.
                      • #12 Collapse

                        yar ap koi b business kro gy app ko shuro main us main aksar loss ho ga ku k app us business k bary main zayda nhi janty ho gy aista aista ap us k bary main sekha ty ho or kuch thora thora profit hota hai so main ya kahe raha hu k app ko trading b shuro shuro main zayda nhi samjha aye ge but aista aista app sekha jaye gy or trading sy earning kr ne lagy gy main yahe kaho ga k app himat na hary or loss ho b jaye to b ap try kr ty rahi ap ko kamyabi mily ge.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          dear profit aur loss to har business ka hissa hy. especially forex jo highly risky business hy is mn choti c mistake bhi boht bary loss ke waja ban sakti hay, so agar loss ho bhi jay to is ko dil py na len because profit aur loss to karobar ka hissa hy, aur fr sy nay jazby kay sath trading start karen hatta kay ap kamyab ho jaen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X