Dear jab ham trading krte hain to ham apne emotions ko control ni kr pate hain, agar trading k doran hamari koi trade thora sa bhi loss men jati hai to ham emotions men aa ker barri lot ko use kr lete hain aur wo aksar loss men challi jati hai jiss se hamara nuqsan ho jata hai....
Iss surat haal se bachne k liye agar ham planning aur targets k sath trading kren to ye hamare liye bahot hi better hoga qk planning se ham kafi had tak apne emotions pe control kr sakte hain.....
Please share your opinions...

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим