Loss horaha ho tou achi opportunity ko yad karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss horaha ho tou achi opportunity ko yad karain
    dear members jab loss horaha ho tou aksar traders ki weakness hoti hay wo loss se ghabra jatay hain newly traders mei ye cheez ziada paai jaati hay jis wajah sey loss ko wo tention samajh kar mazeed trades open kr detay hain bagair analysis k
    unko ye chez ka khyal krna chaiye k best opportunity b unhay milti hay jab market mei best entries unko milti hain then loss kartay huway planing se unko chalna chaye k next kahin pe b wo achi opportunity sey best profit gain kar len gay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    theek kaha ap ney jab humein loss horaha ho humay lazman best time ko yad krna chiaye k jab humey ach profit b milta ha achi enteries b milti hain islye kisi bhi trader ko khafa honay ki zaroorat nahe honi chaiye balkay mind mey ye yad karen k best profit b unko milta ha
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear apki bat bilkul thk ha jb bhi trading kren aur trading k doran apko loss hota ha tp ap disheart kabhi bhi na hn bussiness main profit aur loss to chalta aur jb loss ho raha ho to apna mind relex rakhen aur daikhen apko kabhi achi opportunity bhi to mili hain apne profit bhi to kafi dafa kamaya ha aur khud ko mat kosen. Thanks
      • #4 Collapse

        G han ap ki vat bilkul theek hay is may koi shak nai k forex tradeing may humay acga profit hasil karny ki boht se operciunatis milti hay jis se hunay faida bhi hasil karna cahiay aur agar humara loss ho bhi jay tou humay zada pareshan nai hona cahiay aur achi trade ka wait karna cahiay jis se hum apna loss cover kar sake loss aur profit business ka aik hisa hay
        • #5 Collapse

          Yes of course hamain chiay kay agar hamain bonus account kay uper loss ho raha ho to hamain chiay kay achi opportunity hamesha ham yad kiun kay aap ko pata hona chiay kay forex trading main.
          Aik he trade kay uper loss kar kay beth nahi jana chiay or bhi different opportunities ko gain karna chiay.
          • #6 Collapse

            Dear brother q Kay hum zyada tar bonus account ka used kartien hain is lay hum ko chaiey Kay agar bar bar loss ho rah ho tu hum ko is baray main note karien Kay aap ko q Kar loss ho Raha hay or kiss waqat aap ko forex market main enter hona hay is lay hum ko aik acha moka talash Kar Kay trading ko start karna chaiey taan Kay hum ko profit hasil ho sakay
            • #7 Collapse

              Sab say pehle ye batadon k loss kiyon hota hai.
              1) jab aap baghair kisi analysis k trad open karte ho.k market kahan khari hai or trade buy ki lagayein ya sell ki.
              2) knowledge nahi lete kuch seekhte nahi hain bus acount banaya trading shuru.yaad rakho is business se related har topic ki info hona zarori hai. or bohut se log ye shochte hain k thori info se kaam chal jayega thora profit se kaam chala sakte hain lekn ye ghalat hai.is me 100% info zarori hai chahe profit thora ho ya ziyada.
              • #8 Collapse

                app ney bohat acha kaha humay loss tou har time nahe hota kabhi analysis ya news asi ajay jis sey humay loss hojay barri baat nahe ha humay ye soch honi chiaye hum apni strategy apni planing se profit mey tou chalain jatay hain
                :p Yes You Can Do :p
                Honesty + Sincerity = Prosperity
                • #9 Collapse

                  Agar aapko Las ho raha ho toh aapko Pareshan Ki Zaroorat Nahi aapne Forex trading main relax Ho Kar kaam karna hai aur forest shading Main Apne practice karni hai jab tak aap ko accha experience Hasi nahi hota aap apni practice kar rahi aur uske baad aap Phir Apne kaam ko Dobara se start kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    G haan bahi ham sab k saath yehi masla ha k bina sochy samjhy loss ko daikhty he ghabra kar 1 new trade laga dety hain jis result us se bhe bura hota ha. Ye cheiz ab samjh jaanni chahy k market main up down situations aati rehti hain aur en cheezon se ghabraana bilkul bhe nahe chahey aur samjhdaaari se kaam lena chahey.
                    • #11 Collapse

                      mere khayal sy humain stop loss zaroor lagana cxhaie kyu k har waqt to hum market k open hunay sy close hunay tak tradingt py nazar nai rakh saktay anylysis aur news kop daik k humain apna sl lagana chaie takay hum apni sari raqam ganwa na baithy aur humaray pass ainda trade open karnay ki amount b baki ho
                      • #12 Collapse

                        bilkul sahe kaha ap ney jab loss horaha oh tou humay sabar sey kaam lena chiaye aur wo time bhi yaad kar lena chaiye jab humay profit miltay hain wo good opportunity ko b yaad krna humara farz ha takay hum mazeed loss na karain
                        • #13 Collapse

                          Agar loss ho raha ho tu panic yani harbarahat ka shikar honay ki zrurat nahi hai balke cool rahain aur thanday demagh ke sath market reviews ko study karain aur phir khulay dil ke saath action lein yani ke agar koi postion loss main close karni paray tu kar dain baghair kisi intezaar ke kiunke agay aap ko bohut acahy mawaqe milain gay profit recover karnay ke.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                            dear members jab loss horaha ho tou aksar traders ki weakness hoti hay wo loss se ghabra jatay hain newly traders mei ye cheez ziada paai jaati hay jis wajah sey loss ko wo tention samajh kar mazeed trades open kr detay hain bagair analysis k
                            unko ye chez ka khyal krna chaiye k best opportunity b unhay milti hay jab market mei best entries unko milti hain then loss kartay huway planing se unko chalna chaye k next kahin pe b wo achi opportunity sey best profit gain kar len gay
                            Jee dare main aapki baat se agree karta hoon Jab traders call loss hota hai Toh Hoga Wahan Jaate Hain Aise Waqt Mein traders ko apna achha time Yaad karna chahiye
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                              dear members jab loss horaha ho tou aksar traders ki weakness hoti hay wo loss se ghabra jatay hain newly traders mei ye cheez ziada paai jaati hay jis wajah sey loss ko wo tention samajh kar mazeed trades open kr detay hain bagair analysis k
                              unko ye chez ka khyal krna chaiye k best opportunity b unhay milti hay jab market mei best entries unko milti hain then loss kartay huway planing se unko chalna chaye k next kahin pe b wo achi opportunity sey best profit gain kar len gay
                              main aapke paas hai bilkul agri karta hoon Ke Jab new traders ko nuksaan ho raha Hota Hai Toh Hoga Bada kar Aur Bhi Tha isko open kar dete Hain market ko analysis Kiya Bagar Jab KSR karne se Unki accounts was ho Jate Hain aur Unka Dil Toot Jata Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X