wrong trading decisions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    wrong trading decisions
    trading business me buying aur selling key wrong decisions hamy bahot zeyda loss de sakty hey, agar ham buying selling decisions leny me ghalti nahi karen gey to mery khayal me loss asani se nahi ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear members jahan tk mera experience ha logon ka trading main ghalt decision tb hota ha jb hm log apny emotions aur jald bazi pa control ni krty hm jald bazi main aisy decision la jaty hain jo ghalt hoty hain hamen soch samajh k trading krni chahye takeh ghlti k chnce km se km hn.thanks
    • #3 Collapse

      G han is main main cheez hi buying or selling hai jis PR aap k trade depond kartay hain agar aap market k opposite trade lagayengay to aap ko but nuqsan uthanan path sakta hai
      • #4 Collapse

        aslam o alikom dear brother jab knowledge aur experience na ho too es tarhan hota hai kay aap wrong experience say aur knowledge na ho nay say aap ko loss hota hai es lay es kam ko achy say sekha jaiy hard work kai jaiy
        • #5 Collapse

          Bahi ap theahk kah raha buy ya sell karta wakat lazmi market ki position check karian ya nahi ka sell ya buy bina socha samja ap kr dain matlab trade laga dain market ki activity check karain pechli tab ja kr trade lagain
          • #6 Collapse

            Dear brother agar hum forex main buy or sell main confused ho Jain tu hum khalat trade ko open Kar detien Hain jis say hum ko loss he hota hay yeh Kam moka hota hay Kay aap ka tuka lag jay or aap ko profit mil jay
            • #7 Collapse

              Dear forex mein loss hamesha wrong decisions ki wajah sey hota hy aur hr us trader ko jo wrong decisions ki wajah sey loss krta hy usay iski wajah talaash krni chahiey aur merey khayal sey iski barri wajah laalach aur jald bazi hain agr inhein avoid kiya jaye to loss sey bacha ja sakta hy
              • #8 Collapse

                G han achy wakat ma achi decisions he aap ko bacha sakti hain aur ghalt decision aap ko ly doobti hay. Es se bhe zayda khatarnaak ye ha k aap ma confidence agar nahi to phir aapko jitna he acha trade kun na mily at the end aap us se poora faaida hasil nahi kar sakty. Es ly confidence bht zayda eham ha.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  wrong decision karne se Forex main aapko last Hota Hai aap apne wrong decision se avoid karne ke liye Forex trading main analyse Kare Aur Is Tarah Se aap apne wrong decision se avoid kar sakte hain aur Forex trading mein kamyabi Hasil kar sakte hain aur Zyada money Forex trading se Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X