Pivot Points
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot Points
    Pivot points ko aam urdu zuban main mehwar bola jata ay american session close honay kay baad new pivot banty hay bohat si websites kay elawa brokers bhi rozana mukhtalif time frmae kay pivot points btaty hay en points kay sath 3 supports aur 3 resistance bhi hoti hay
    Click image for larger version

Name:	Pivot Point.jpg
Views:	1
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12461860
    Price pivot point kay upar nechy harkat karti hay agar upar jati hay to pehlay resistance say wapac pivot point ki taraf murti hay agar price pehlay resistance say waps na muray balkeh resistance ko cross kary to esay brakout kehty hay ab ziada chance hota hay keh price dusri resistance say wapac mur jaye gi agar price dusri resistance ko bhi coross karti hay to traders umeed karty hay keh price 3rd resistance say wapac mur jaye gi
    Agar price down trend main ho to price pehlti supprot ki taraf jaye gi aur yahan say pivot ki taraf muray gi agar pehli support ko cross kar kay mazeed nechy ko jati hay to dusri support ki taraf jaye gi
    Ye pivot points resistance aur support rozana new aur mukhtalif hoty hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap ki poivt point ka bara mai information bohot zabardast hai muja nahi maloom tah is bata mai thanks ap na atni acchi information shair ki hai is hum members ko bohot fida ho ga asi acchi acchi information shair krni chaya ta ka tama members ko fida ho or loss bach sakain
    • #3 Collapse

      yes bhai mery khyal men ap pivot point peek point ka kh rhy hain.jahan per markete ki nmoving maximum hoti hy.aor us point per iski teen suport aor teen resistace qaim ki jati hy.apny bhi bhot explain ker k ans btaya hy.thanks
      • #4 Collapse

        ye b market main paye jaty hain yani kay trade kay chart main hoty hain is main market kay move hony kay sath sath movement hoti hay ye aik akfi tricky sa swal hay is kay bary main ziada maloomat to nai hay magr is ko smjhny kay liye humain practicec karna ho ga ta kay market ko samjhna humary liye asan ho
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          ye b market ka hiss hoti hay jis say humain trade karny main asan ho sakta hay humain kafi knowledge ho gi to hi hum market ko understand kar sakty hain humain knowledge ho gi to hi har point ko achy say learn kar sakty hain ta kay kam karna humary liye mushkil nai ho skaay loss km ho sakay
          • #6 Collapse

            market main kafi aysy rules hoty hain jin ko follow karna ho ga jis ki base say humain market ka use karna humary liye asan ho sakta hay humain demo ko use karna ho ga is main chart ko follow karna ho ga jis say market kay use say ana ho ga ta kay kam karna bst ho sakay magr low risk main kam karna ho ga
            • #7 Collapse

              market main kam karna hay to is main har aik rules ko mind mainrkhty hoye kam karna ho ga jis ki hep say humain trade karna asan ho sakta hay huamin is main kafi indicators milty hain jis ki help say hum trade main kam kar sakty hain magr is kay rules ko mind main rkhty hoye kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                yah bhi aik market ko nalsye karny k liye graph use hota hai forex trdaing main achi trading k liye hmain har roles or har points ko achi trah use kar k trdaing karni chahye es main hum pivot points k sath anlsye karty hain k market kis traf ja rahi hai or trend main kis traf hai yah bhi anlsyes k liye best rahata hai
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main pivote ppoint ka bhi boht a,al hai trdaing main amal hai es liye boht se trador es point se trdaing main market ki values ko pta lgaty hain jo chart es main use hota hai pivote point ki help se hmain market k up or down hony ka signal milta hai es main 3 restance or 3 he supporetr hoty hain
                  • #10 Collapse

                    forex trading main pivot point se hmain trading ki situaion k bary main ilm hota hai jub k market ki jo halat hoti hai wo pivot pouint k ird gird hoti hai jub k es ko osi hisab se dekh kar nalsye kiya jata hai jub pivote point k oper nechy market proce harakat karti hai tab hmain market k trend k bary main ilm hota hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex market aik point ko bar bar touch kar rahi hoti hay es point ko hum pivit point kety hay aur humy chahiye keh market ka sahi say analysis karen kyun keh jab hum analsysi karty hay to humay pata chalta hay keh market main kaisay earning kar sakty hay aur achy chances ko avail kar sakty hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X