Akhir konsa indicator behtar result daita hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Akhir konsa indicator behtar result daita hay?
    Har indicator kay pehcy lambhi koshish aur calculation hoti hay lehaza tmam indicators ahamiyat kay hamil hoty hay kabhi bhi akaily aik indicator ko istimal nahi karna chahiye balkeh confermation kay liey 2 ya 3 indicators ko use karna chahiey agar en 3 indicators ki calculation same ho tab he humay market main trade place karni chahiye aur agar en ki reading main farak ho to humay wait karna chahiye sab indicator same result dain tab he humay trade karni chahiye tab humay market main achi earning ho jati hay aur safe trading bhi aisay he hota hay aik he indicator ko use nahi karna chahiye confermation kay liey 2,3 indicators aur use karnay chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi ap ki bat theahk hai har indicator ki apni study hai or indicator pr ap barohsa nahi kr sakta market ki stregy aleda elda hai is lia serf ak indicator s ap kam nahi la sakat
    • #3 Collapse

      Baaz oqaat kuch indicator sahi information in detay jinki wajah say aap kaafi nuqsan utha saktay is liye behtar hai k app 3 ya 4 indicator at a time use karain or inko compare kar k trade lagayen or faida Basil karen
      • #4 Collapse

        very useful information bro.
        • #5 Collapse

          moving avrage indicatore ko b hum use kar sakty hain jis ki help say hum market ko samjh sakty hain is main trade karna humary liye asan ho sakta hay agr success hasil karnn ihay to practice say kam karna ho ga or trade main stop loss ko b use kar sakty hain or is kay sath sath humain take profit ka b use karna ho ga
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            hum jab kam karty hain to is main indictors ki help say kam kar sakty hain is main koi issue nai hay is ki help say market ko smjhny kay liey huamin is main praccticec ki base say hi ana ho ga moving avrage ko b hum market main use kar skaty hain ye indicators b kafi best hay kafi trade main help karta hay
            • #7 Collapse

              har indicators ka apn kam hota hhay har aik ka apna rule hota hay jis ko hum use kar kay market main kam kar sakty hain kun kay koi b indictor ko hum use karty hain to is say humain market main kafi help milti hay jis say hum trade ka use karna sikh sakty hain or asani say hum is main acha kama sakty hain
              • #8 Collapse

                dear mind ni krna ap layken apne title se kafi alag thread ki hai q k apne apni thread me ye to bataya ni hai k akhir kounsa indicator best hai apki nazar me ??? well apne sahe hai k hume atleast kam se kam 2 se 3 indicator use krne chahe market ki accuracy check krne k lia us k bad hume us par trade lagani chahe or us k elawa es k sath hume trend line ka bhi istemal krna chahe.
                • #9 Collapse

                  Assalamu alaikum my dear sir aapne bahut accha Sawaal Kiya Hai Ke konsa indicator baithe hai Mere Khayal Se bollinger band indicator pic bahut accha integrated Hai Jise aap use kar sakte hain aur aap ko ye yaad rakhna Hoga ke news ke time is integrated ko use nahi karna
                  ALWAYS BE HAPPY
                  • #10 Collapse

                    forex trdaing main aik se zeyda indicators ko use kar k trdaing karni chahye or aik sath tab he use kiye jaty hain jub es ki price same hoti hai es trah hum apni trdaing main achi trdaing kar skty hain laken indicators ko zeyda instamal bhi nahi karna chahye es se apki pani tdrading skills par asar parahta hai
                    • #11 Collapse

                      Dear mai ne abi tak koi indicator use nhn kiya aur na he ami ap ko acha idea de skta hon... es liye ap ko cahiye k seekh aur smjh k kam karain ap gain tu ap ko acha faida ho skta hai es liye ko mehnat ka acha faida ho skta hai soo ap mehnat karo aur apnii life ko set karo soo ap acha kam karo..
                      • #12 Collapse

                        bhai ap ny boht achi post ki hai jub k hmain apny indicators ko use karny k liye en sub baton ka khyal rakhna chahye jub k hum apny indicatosr ko aik sath aik ko use nahi karna chahaye hmain aik k sath sath 2 or indicators ko use karna chahye or es sorat main jub sub ki value sam,e ho aghr same nahi hoti hai hmain trade nahi karni chahayre tab hmain wait karna chahyae
                        • #13 Collapse

                          har indicatos ka apna kirdar hota hay aur esmain hum agar ne ki theak say setting karen gay to he hum market main achi earnning karna seekh sakty hay es business main agar hum achi earning karna chahty hay to esmain humay khoob seekhna chahiye tab he hum market main achi earning kar sakty hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                            Har indicator kay pehcy lambhi koshish aur calculation hoti hay lehaza tmam indicators ahamiyat kay hamil hoty hay kabhi bhi akaily aik indicator ko istimal nahi karna chahiye balkeh confermation kay liey 2 ya 3 indicators ko use karna chahiey agar en 3 indicators ki calculation same ho tab he humay market main trade place karni chahiye aur agar en ki reading main farak ho to humay wait karna chahiye sab indicator same result dain tab he humay trade karni chahiye tab humay market main achi earning ho jati hay aur safe trading bhi aisay he hota hay aik he indicator ko use nahi karna chahiye confermation kay liey 2,3 indicators aur use karnay chahiye
                            Forex trading market or internet pe trading karne ke liye bahut Sare indicators maujood hai aur jitne bhi indicators hai woh sab bahut acche signals bhi de dete hain lekin Hume indicator ko watch karne ke baad market Kovil Azmi watch karna chahiye
                            FRD 07 TRADING JOURNAL

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X