Buy and sell stretgy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear osy hedging kehty hain but maira nhi khayal k es tariky ka koi faida hai yeh osi waqt acha hai jab account wash krny sy bachna hu weasy tu hmy chahiyeh k aik e trf ki trade lagy teek rahy gy or forex best kaam hai bus mehnat chahiyeh kafi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Asalam o alikum pyare dosto kaise hain ap sab or trading kaise ja rahi hia? Guys to apply any strategy first ap is ko demo pe ak manth ke lia uyse karen agar over all ache result de phir kam lot ke sath real poe tray karen
       
      • #78 Collapse

        hiii to all kaise hain ap sab dosto. g buy or sell ak sath dono order lagana ko hedging karna kahte hain is main dono orders lagay jate hain magar is ki proper tareka mujhe malom nahi hai q k maine kabi is pe kam nahi kia hai
         
        • #79 Collapse

          forex tredung biznees min hum jab bhi treding karte hyn tab hum logh is biznees min kabhi apni tred ko seel kartr hyn to kabhi hum is min apni tred ko bay karte hyn
          • #80 Collapse

            aik hi commodity ku buy or sell kerny ku hedging kahan jata hai. ye trader oc waqt krty hain jub un ka account wash hony k karib chala jai wysy ic ka koi faida nae hai. trader aik trade opne kery wu theek reh jati hai.
            • #81 Collapse

              Dear ap n both acha question kea ha forex trading m aik pair pe sell or buy na karny q k aik tarif loss zaror ho ga is lay knowledge or experience hasil karny or phr trading karny ta k loss na ho
              Be safe .its a dangerous market out there...:D
              • #82 Collapse

                Is strategy key faidey buhat kam hy aur nuqsanat ziada nazar aatey hain. Agar aap aik lot buy aur aik lot sell ki laga do gey to aap ko profit kaisey ho ga. Is tarah aap ney yeh judge krna hota hy keh trend kis taraf hy aur phir us side pr trades ko turn kr do lekan yeh strategy ziada profit nahi dey sakti.
                • #83 Collapse

                  asalamu alakum bhai sb aap na jo baat btai ha mujhe is sa kafi kuch sikhne ko mila ha or ma koshish karonga k is per amal karon or jab market mare marze k khilaf chalna shoro ho jae to ma ya hegging option istamal kar k loss sa bach sakon.
                  • #84 Collapse

                    market ko analysis kar k hi buy ya sell ki stretgey banai ja sakti hay jab ham news read kar lety hey to mery khayal me hamary mind me khud hi buy ya sell ki stretgey ban jati hay
                    • #85 Collapse

                      jab hum buy karty hain ya hum sell karty hain to humain is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasli ho saky good stratgy ko use kar kay kam karna ho ga
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #86 Collapse

                        Same time main aik hi pair main sell aur buy lagany ko hedging kehty hain yeah aesi technique hai jis main ap same time main both trades open kerty hain aur jab trade previous trend ky hisab sy top per ya bottom per ponch jati hai tou profit wali trade ko ap close ker dety hain aur loss wali ko continue rakhty hain jab market reverse move kerti hai tou loss wali main bhi apko profit mil jata hai
                        • #87 Collapse

                          humain is main sell kar kay kam karna ho ga humain stratgy ko use kar kay ahcy say kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay demo ko use karna ho ga
                          • #88 Collapse

                            wo strategy dear forex main hedging khelati hai our us main ager lot size braber ho to pher profit our loss nahe hota hai humesha analysis ker k trading karein ta k hedging na kerna parey
                            • #89 Collapse

                              ye strategy news se kuch der pehle use ki jaae aor sl k saath use ki jaae to laazmi profit hota hai bas ye analyze karna chaye k is news pe relative pair main volatility ho gi ya nahee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                same positions per trader ager buy and sell ki trades open kerta ha tu oc trade ku hedging keha jatta ha or ic say profit earn mushkil say hota ha ye account ka loss stop kerny k liye hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X