MACD ko chart main lgya jaye to price kay nechy new windows man zahir hota hay es main 2 mazeed indicators nazar aty hay ya to MACD jo red aur blue 2 lines main hota hay aik dusray ko katty nazar ata hay aur dusra Histogram jo green lines main nazar aa raha hay
Histogram zero level say upar nechy hota rehta hay agar upar ho to up trend zahir karta hay agar nechy ho to down trend zahir karta hay
MACD lines aik dusray ko cross karen to sell aur buy signal daiti hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим